Gulbadan lyrics uit die fliek Firangi, This Bollywood-liedjie Music is composed by Jatinder Shah and sung by Mamta Sharma. Lyrics were written by Ashraf Ali & Krishna Bhardwaj. Firangi is directed by Rajiev Dhingra.
Sanger: Mamta Sharma
Lyrics: Ashraf Ali & Krishna Bhardwaj
Saamgestel: Jatinder Shah
Fliek/album: Firangi
Lengte: 3:56
Vrylating: 2017
Label: Zee Musiekmaatskappy
Gulbadan Lyrics – Firangi
Husn Ko Parde Ki
Zarurat Nahi Ae Ghalib
Kaun Hosh Mein Rehta Hai
Mujhe Dekhne Ke Baad
Zamaana Dekhe Mujhe
Zamaana Dekhe Mujhe
Zamaana Dekhe Mujhe
Aur Main Apne Aap Mein Magan Magan Magan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein.. Haan, Haan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein.. Haan, Haan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein…
Zamaana Dekhe Mujhe
Zamaana Dekhe Mujhe
Zamaana Dekhe Mujhe
Aur Main Apne Aap Mein Magan Magan Magan…
Ho Ho..
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein… Haan, Haan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein…
Chunoti De Rahi Hai
Laali Meri Aftab Ko
Wo Chand Chhup Gaya Jo
Dekha Rukh-E-Mahtaab Ko
Gadar Mein Saath Leke Chalun Thand Aur Agan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein.. Haan, Haan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein…
Qayamat Hoon Main Sar Se Paon Tak, Aye Haye…
Qayamat Hoon
Udaaye Khwaab Aankhon Se Wohi, Aaye Haye…
Main Chaahat Hoon
Khud Behkegi, Behkayegi
Meri Jaan Mujhe Marwayegi
Khud Behkegi, Behkayegi
Marwayegi, Marwayegi
Zamaana Dekhe Mujhe
Zamaana Dekhe Mujhe
Zamaana Dekhe Mujhe
Aur Main Apne Aap Mein Magan Magan Magan
Ho Ho..
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein… Haan, Haan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein…