Intezaar Lirieke – Tera Intezaar (2017)

By Charu Mandal

Intezaar Lirieke van Tera Intezaar Film (2017): Hierdie Bollywood liedjie word gesing deur Shreya ghoshal, en gekomponeer deur Raaj Aashoo terwyl lirieke deur Shabbir Ahmed geskryf is.

Sanger: Shreya ghoshal

Lyrics: Shabbir Ahmed

Saamgestel: Raaj Aashoo

Fliek/albumTera Intezaar

Lengte: 5:22

Vrylating: 2017

Label: T-reeks

Skermskoot van Intezaar Lirieke

Intezaar Title Song Lyrics – Tera Intezaar

Sabz hawaa ke mausam
Dekhte hain teri raahein

Sabz hawaa ke mausam
Dekhte hain teri raahein
Barish baadal sab hain
Khali hai ye baahein

Phool khushboo sabnam
Sard mausam beqaraar
Aankhon ko meri tera intezaar
Raaton ko meri tera intezaar

(Lagan lagan lagi...)

Aankhoan ko meri tera intezaar

Aaa…

Geeli zameen pe dhoop bikhar gayi
Din chadha kab raat utar gayi
Aur karoon hoof kitna intezaar tera

Zard fazayein chhu ke guzar gayi
Khwabon mein teri yaadein bhar gayi
Jeene bhi na de mujhko ye pyar tera
Sadaaon ko meri tera intezaar
Baahon ko meri tera intezaar

(Lagan lagan lagi...)

Aankhon ko meri tera intezaar

Phir se duaa ko falak ne roka
Le gaya tujhko udda ke jhonka

Uthne lagaa sabse aitbaar mera
Raahein meri intezaar se thhak gayi
Dekhne ko tujhe aankhein taras gayi
Rota hai dil zaar-o-qataar mera

Aaahon ko meri tera intezaar
Duaoon ko meri tera intezaar

(Lagan lagan lagi...)

Aankhon ko meri tera intezaar

Song Rafu-lirieke van Tumhari Sulu (2017)

Laat 'n boodskap