Aisi Teri Yaadein Lyrics, Sung by Jubin Nautiyal, this newly released Hindi song “Aisi Teri Yaadein”, this latest song music composed by Rocky – Jubin while the Aisi Teri Yaadein song Lyrics were penned by Rocky Khanna. Starring: Shreya Chaudhry, Nilu Kohli, Nasirr Khan, Ekavali Khanna, Santosh Singh, and Jubin Nautiyall.
This Song was released in 2023 on behalf of Jubin Nautiyal. The film was directed by Jyoti Kapur Das.
Song: Aisi Teri Yaadein
Singer: Jubin Nautiyal
Lyrics: Rocky Khanna
Composed: Rocky – Jubin
Movie/Album: –
Video Length: 5:01
Release: 2023
Label: Jubin Nautiyal

Aisi Teri Yaadein Lyrics – Jubin Nautiyal
Aisi Teri Yaadein Hain
Bujhne Ke Baad Mein Bhi
Jalti Hi Rehti Hain
Jalti Hi Rehti Hain
Aisi Teri Baatein Hain
Rukne Ke Baad Mein Bhi
Chalti Hi Rehti Hain
Chalti Hi Rehti Hain
Aisi Bekaraari Ka
Kya Phir Karein Yeh Dil
Tu Hi Bhalla Yeh Bata
Aisi Iss Khumaari Ka
Kya Phir Karein Yeh Dil
Tu Hi Bhalla Yeh Bata
Saath Mera Agar Tum De Do
Mera Agar Tum De Do
Mera Agar Tum De Do
Saathiya
Thodi Yaadein Nayi Si De Do
Baatein Nayi Si De Do
Yaadein Nayi Si De Do
Saathiya
Taaron Ki Raat Mein
Mehfil Saji Hain
Sooni Tere Bin Sooni
Yeh Chandni Hain
Dil Ko Satata
Tera Hi Noor Hain
Tera Kasoor Hain Na
Mera Kasoor Hain
Noor Beshumaar Tha
Humko Tumse Pyaar Tha
Aaj Bhi Hain Kyun Tu Bata
Saath Mera Agar Tum De Do
Mera Agar Tum De Do
Mera Agar Tum De Do
Saathiya
Thodi Yaadein Nayi Si De Do
Baatein Nayi Si De Do
Yaadein Nayi Si De Do
Saathiya
Haathon Mein Mere
Teri Lakeer Hain
Milti Nahi Hain Phir Bhi
Saath Taqdeer Hain
Mil Ke Bhi Mil Na Paaye
Kaisa Naseeb Hain
Door Hain Tu Mujhse Phir Bhi
Dil Ke Kareeb Hain
Dil Ka Tu Karaar Tha
Tera Intezar Tha
Aaj Bhi Hain Kyun Tu Bata
Saath Mera Agar Tum De Do
Mera Agar Tum De Do
Mera Agar Tum De Do
Saathiya
Thodi Yaadein Nayi Si De Do
Baatein Nayi Si De Do
Yaadein Nayi Si De Do
Saathiya
Saath Mera Agar Tum De Do
Mera Agar Tum De Do
Mera Agar Tum De Do
Saathiya
Thodi Yaadein Nayi Si De Do
Baatein Nayi Si De Do
Yaadein Nayi Si De Do
Saathiya
Aisi Teri Yaadein Hain
Bujhne Ke Baad Mein Bhi
Jalti Hi Rehti Hain
Jalti Hi Rehti Hain
Here is another Hindi song Papa Meri Jaan Lyrics – Animal 2023 | Sonu Nigam