Aaj Jane Ki Zid Na Karo Sözləri – Naamkarann ​​(2016) | Arijit Singh

By Sara Nair

Aaj Jane Ki Zid sözləri tərəfindən ifa olunan Naamkarandan Arijit Singh. bu Hind mahnısı Aaryan tərəfindən, sözləri Fəyyaz Hashmi tərəfindən yazılmışdır.

Müğənni: Arijit Singh

Futbol: Fəyyaz Haşmi

Musiqi: Aryan

Length: 1:00

Aaj Jaane Ki Zid Na Karo Mahnısının skrinşotları

Aaj Jaane Ki Zid Na Karo sözləri

Aaj jaane ki zid na karo (x2)
Yoonhi pehlu mein baithe raho (x2)
Aaj jaane ki zid na karo (x2)

Haaye mar jaayenge
Hum toh lutt jaayenge
Aisi baatein kiya na karo

Aaj jaane ki zid na karo (x2)

Tumhi socho zara kyun na roke tumhe (x2)
Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum (x2)
Bütün bunlara baxmayaraq
Baat itni meri maan lo

Aaj jaane ki zid na karo (x2)
Yoonhi pehlu mein baithe raho (x2)
Aaj jaane ki zid na karo (x2)

Haaye mar jaayenge
Hum toh lutt jaayenge
Aisi baatein kiya na karo

Aaj jaane ki zid na karo (x2)

Waqt ki qaid mein zindagi hai magar (x2)
Chand ghadiyan yehi hain jo aazaad hain (x2)
Inko khokar meri jaane jaan
Umr bhar na taraste raho

Aaj jaane ki zidd na karo (x2)
Yoonhi pehlu mein baithe raho (x2)
Aaj jaane ki zidd na karo (x2)

Haaye mar jaayenge
Hum toh lutt jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo (x2)

Kitna masoom rangeen hai yeh sama
Husn aur ishq ki aaj mairaaj hai (x2)
Kal ki kis ko khabar jaane jaan
Rok lo aaj ki raat ko

Aaj jaane ki zid na karo (x2)
Yoonhi pehlu mein baithe raho (x2)
Aaj jaane ki zid na karo (x2)

Haaye mar jaayenge
Hum toh lutt jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo (x2)

Yoxla 36 Aayengi 36 Jayengi Mahnı sözləri

1 fikir haqqında “Aaj Jane Ki Zid Na Karo Sözləri – Naamkarann ​​(2016) | Arijit Singh”

  1. অভিনন্দন লিরিক্সটেড.কমকে।

    বার বার শুনি.প্রিয় গজলটি বাংলা ভাষায় হলে আরো উপভোগ্য হত.

    cavab

Şərh yaz