Jaan Nisaar sözləri - Kedarnath: Bu Bollivud mahnı tərəfindən oxunur Arijit Singh və qadın versiyasını ifa edir Asees Kaur. Amitabh Bhattacharya tərəfindən yazılmış sözlər Jaan Nisar ilə Amit Trivedi tərəfindən bəstələnib. Mahnı Abhishek Kapoor-un Kedarnath filmindəndir, baş rollarda Sushant Singh Rajput və Sara Ali Khan.
Müğənni: Arijit Singh & Asees Kaur
Futbol: Amitabh Bhattacharya
Tərkibi: Amit Trivedi
Film/Albom: Kedarnath
Length: 3:09
Release: 2018
Etiket: Zee Musiqi Şirkəti
Jaan Nisaar Sözləri - Kedarnath
Nə maaregi deewangi meri
Nə maaregi awaargi meri
Ke maaregi zyada mujhe maut se
Naraazagi teri
Kyun itna huaa hai tu khafa
Hai zidd kis baat ki teri
Ke maaregi zyada mujhe maut se
Naraazagi teri
Jaan 'nisaar hai Jaan nisaar
Tere pyaar pe mere yaar
Jaan nisaar hai… mmm…
Duniya zamaane se
Rishte mitaaye hain
Tujhse salam yaari hai humari
Ik bar toh aa
Maine nibhaya hai
Karke dikhaaya hai
Le teri baari
Ik vaari tu bhi pyar nibha
Tu bhi pyaar nibha o yaara
Teri berukhi se hai badi
Umar intezaar ki meri
Ke maaregi zyada mujhe maut se
Naraazagi teri
Kyun itna huaa hai tu khafa
Hai zidd kis baat ki teri
Ke maaregi zyada mujhe maut se
Naraazagi teri
Jaan 'nisaar hai Jaan nisaar
Tere pyaar pe mere yaar
Jaan nisaar hai Jaan nisaar
Tere pyaar pe mere yaar
Jaan nisaar hai.. mmm…