Hota Hai Lyrics – Mirzya | Nooran Sisters | Bollywood Song

By Harkiratpal Verma

Hota Hai Lyrics from Mirzya (2016) otpjevali Akhtar Chinal Zahri, Daler Mehndi, Nooran Sisters, I Sain Zahoor. Ovo Bollywood Song je komponovao Shankar-Ehsaan-Loy, a tekstove napisao Gulzar.

U filmu Mirzya glume Harshvardhan Kapoor i Saiyami Kher. A u režiji Rakeysh Omprakash Mehra. Mirzya je pušten 7. oktobra 2016.

Pjesma: Hota Hai

Pevač: Akhtar Chinal Zahri, Daler Mehndi, Nooran Sisters, Sain Zahoor

lyrics: gulzar

muzika: Shankar-Ehsaan-Loy

album/film: Mirzya

Dužina staze: 5:06

muzička etiketa: T-serija

Snimak ekrana Hota Hai Lyrics – Mirzya

Hota Hai Lyrics – Mirzya

Thun thuna..

Haan hota hai..

Hota hai hota hai

Chalu main aksar

Hota hai aksar

Chot kahin hoti hai

Jakar zakhm kahi par hota hai

Ishq mein!

Thun thun thuna..

Suraj se jalta hai falak

Aur daag zameen par hota hai

Hota hai, ishq mein

Thun thun thuna..

Hmm waqt ka faisla

Ishq ke hak mein huaa nahi

Aashiq ko zanjeere daal ke le gaye

Shehar se aur kahi

Ishq mein!

Thun thun thuna..

Sab tarkibe karke dekhi

Tel di dibiyan bharke dekhi ee..

Jab tak tili lage na unmein

Koi roshni jale na unmein

Mehndi rang dikhati hai tab

Ho poori tarah pisch jaati hai jab (x2)

Hota hai hota hai

Aksar hota hai, Ishq mein!

Ehhe, Ishq mein!

Chot kahi lagti hai

Jaakar zakhm kahi par hota hai

Thun thun thuna..

Kabhi kabhi yoon hi hota hai

Dost chad jaate hain

Lekin yaadon ki lakeere

Bin bole bhi

Kaano mein kuch keh jaati hain

Kaano mein kuch keh jaati hain

Haalat bhi khushk ho jaate hai

Par mitti par likhi

Kuch dehri reh jaati hai

Kuch dehri reh jaati hai

Dhoop pade toh pak jati hai

Kabhi kabhi yoon hota hai

Sooraj se jalta falak

Aur daag zameen par hota hai

Ishq mein!

Thun thun thuna..

Hota hai (x3)

Hota hai (ishq mein hota hai)

Hota hai (junoon mein hota hai)

Hota hai (x3)

Aksar hota hai

hota hai (ishq mein)

Hota hai (junoon mein)

Hota hai (x3)

Chot kahin lagti hai

Aur jaakar zakhm kahi par hota hai

Hota hai (x3)

O Mirzya..

Hoor Tekstovi – Atif Aslam

Ostavite komentar