Kaal Kaal Lyrics – Laal Kaptaan (2019)

By Elais Montemayor

Kaal Kaal Lyrics od Laal Kaptaana: Ovo Bollywood song pjeva se Brijesh Shandilya i Dino James. Pesmu Laal Kaptaan komponovala je Samira Koppikar, a tekst napisao Saurabh Jain. Pjesma je iz originalnog filma Laal Kaptaan koji je režirao Navdeep Singh sa Saifom Ali Khanom.

Pevač: Brijesh Shandilya i Dino James

lyrics: Saurabh Jain

Sastav: Samira Koppikar

Film/Album: Laal Kaptaan

Dužina: 4:22

Release: 2019

Label: Eros sada muzika

Snimak ekrana Kaal Kaal Lyrics

Kaal Kaal Lyrics – Laal Kaptaan

Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha
Wo Kaal kaal, kaal kaal hai
Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha
Wo Kaal kaal, kaal kaal hai

Gol gol duniya mein
Gol gol sadiyon se chal rahi
Woh ek hi mashaal hai

Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha
Wo Kaal kaal, kaal kaal hai
Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha
Wo Kaal kaal, kaal kaal hai

Aadmi toh bandar sa
Banke par sikandar sa
Aadmi toh bandar sa, bank par Sikandar sa
Neetiyon ka dambh roz bharta hai
Pal mein ek peedhi hai
Umra ek seedhi hai
Chadhta roz roz hi phisalta hai

Par aham mein jeeta hai
Kis vaham mein jeeta hai
Rakt mein kyun uske ye ubaal hai

Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha
Wo Kaal kaal, kaal kaal hai
Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha
Wo Kaal kaal, kaal kaal hai

OGLAS

Khatm na hoti hai teri ye laalsa
Jaane ka samay tu bhale hai taalta
Karega kya murjhati iss khaal ka
Bas mein na hai sab khel hai kaal ka
Saaya hai kaal ka saare bramhaand mein
Teer vinash ka uske kamaan mein
Deta woh bhar hai saansein wo praan mein
Pratyaksh khada hai uske pramaan mein

Wo ajar hai, wo amar hai
Wo anaadi ant hai
Granth saare, dharm saare
Uska hi shadyantra hai
Gada hai chaatiyon mein…
Samay ka shool hai
Usko bhoolna, bhool hai, bhool hai..

Sab isi ke maare hai
Sab isi se haare hai
Isko jeet le wo mahakaal hai

Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha
Wo Kaal kaal, kaal kaal hai
Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha
Wo Kaal kaal, kaal kaal hai

pjesma Janmo Janam Lyrics – Ghost (2019) | Yasser Desai

Ostavite komentar