Tujhse Judaa Hua Lyrics – Ishqedarriyaan | Kumaar – Arijit

By Amolika Korpal

Tujhse Judaa hua Lyrics iz Ishqedarriyaan pjeva Arijit Singh. Ovo Bollywood song je komponovao Jaidev Kumar, a tekstove napisao Kumaar.

Ishqedarriyaan filmske zvijezde Evelyn Sharma, Mahaakshay. U režiji VK Prakasha.

pjevači: Arijit Singh

lyrics: Kumaar

Sastav: Jaidev Kumar

Film/Album: Ishqedarriyaan

Dužina: 2:17

Release: 2015

Label: Zee Music Company

Snimak ekrana Tujhse Judaa Hua Lyrics

Tujhse Judaa Hua Lyrics – Ishqedarriyaan

Aansuon ne nazar mein jagah banayi
Zindagi ka hissa bani tanhaai
Aansuon ne nazar mein jagah banayi
Zindagi ka hissa bani tanhaai
Poori hoke bhi poori na ho sakhi duaa

Tujhse judaa judaa hua main judaa hua
Mujhse khafa khafa yahan
Mera khuda hua.. (3x)

Kareeb se guzar gaya
Kyun mujhko tanha kar gaya
Kareeb se guzar gaya
Kyun mujhko tanha kar gaya
Khaali khaali dil mein
Ek dard aisa bhar gaya
Jiski kehte hain duniya
Mein koi nahi dawaa..

Tujhse juda juda hua, main juda huaa
Mujhse khafa khafa yahan
Mera Khuda hua.. (3x)

Bewajah safar mein tha
Pal do pal nazar mein tha
Bewajah safar mein tha
Pal do pal nazar mein tha
Khamakha bhatak gaya
Accha bhala dil ghar mein tha
Kaise bin tere hogi
Yeh zindagi bataa

Tujhse juda juda huaa, main juda huaa
Mujhse khafa khafa yahan
Mera Khuda hua.. (3x)

pjesma Bewajah Lyrics

Ostavite komentar