Tum Bepanah Lyrics – Mohit Chauhan | 72 sata

By Dragi pro

Tum Bepanah Lyrics iz filma 72 sata: Mučenik koji nikad nije umro. Ovo Bollywood song pjeva se Mohit Chauhan i Priyanka Negi. Muzička kompozicija Sunjoyja Bosea, Vikasa Chauhana, Seeme Sainia i Ashisha Chaterjeea sa tekstovima koje je napisala Sujata Devrari. Album sa soundtrackom objavljen je pod etiketom T-Series.

Pevač: Mohit Chauhan & Priyanka Negi

lyrics: Sujata Devrari

Sastav: Sunjoy Bose 

Film/Album: 72Hours

Dužina: 2:26

Release: 2019

Label: T-serija

Snimak ekrana Tum Bepanah Lyrics

Tekstovi pjesama Tum Bepanah – 72 sata

Tum Bepanah
Barshi ho bund banka
Fishalti hui
Jism ki rooho mein

Tum Bepanah
Barshi ho bund banka
Fishalti hui
Jism ki rooho mein

Aalam hai yeh
Socha kuch bhi na jaaye
Teri aankhon mein
Dubta chala

Kya ye sach hai
Khwab hai ya koi
Boldo na
Boldo na

Tum Bepanah

Odh loon tujhko main
Banake garm chaadar
Is kadar tut jaaun teri
Bahon mein aakar

Sard hai ye hawayen
Khamosh hai jahaan
Khwahishe hai na rahe
Koi darmiyan

Ahsaas kuch alag hai
Bas na mera mujhpe aab hai

Kya ye sach hai
Khwab hai ya koi
Boldo na
Boldo na

Tum Bepanah

Kaash ke lamhe yeh
Yun hi jaaye thahar
Umra bhar khatam hona
Tera mera safar

Dil kabhi rahna chahe
Aagosh mein teri
Phir lage simte aise
Khoo jaaye tujhme hi

Jazbaat kuch alag hai
Ye barf hai ya aag hai

Kya ye sach hai
Khwab hai ya koi
Boldo na
Boldo na

Tum Bepanah

pjesma Vandematram Lyrics

Ostavite komentar