Tune Chhua Song Lyrics gikan sa Love You Family (2017), This Kanta sa Bollywood Ang mga liriko gikanta ni Zubin Garg, ug Meghna Yagnik.Kini nga kanta gikomposo ni Naresh Karwala nga adunay mga liriko nga gisulat ni Naresh Karwala. Ang Love You Family (Hindi) (2017) nga mga bida sa pelikula nga si Salman Yusuff Khan, Aksha Pardasany ug ang mga kanta gi-release sa 2017.
Mag-aawit: Zubin Garg, Meghna Yagnik
Lyrics: Sanjeev Chaturvedi
Musika: Tannmay Pahwa
Salida/Album: Gugma sa Imong Pamilya
gitas-on sa track: 2:04
Gibuhian: 2017
Label sa Musika: Zee Music Company
Tune Chhua Song Lyrics – Love You Family
tune chhua jane kya hua ke jal utha hai badan
na to aag hai na utha dhuan phir bhi lagi hai agan
tune chhua jane kya hua ke jal utha hai badan
na to aag hai na utha dhuan phir bhi lagi hai agan
hotho pe tapas hai sanso mein sisakiya
lamhon ki khawahishen ab tu samajh bhi ja baras ja
mujhpe tu baras ja har ghata baras ja
barso se thi dil me ek khaali thi jagaah
tujhse milke roshan huyi duniya rehnuma
barso se thi dil me ek khali thi jagah
tujhse milke roshan huyi duniya rehnuma
thi ek ki aarzoo tujhse mili mujhe
dil me basa ke mai poojunga ab tujhe har tarha
chahunga tujhe har tarha har ghata baras ja
ab to zindagi me sirf tu hi khash hai
sagar se kya lena mujhko teri pyas hai
ab to zindagi mein sirf tu hi khaash hai
sagar se kya lena mujhko teri pyas hai
aankhon me aqsh tu dil mein junoon tera
dekha tujhe sanam mujhse hua juda
lag zara sine se tu lag zara
har ghata baras ja tune chhua jane kya hua
ke jal utha hai badan na to aag hai na utha dhuan
phir bhi lagi hai agan hotho pe tapas hai
sanso me sisakiya lamhon ki khawahishen
ab tu samajh bhi ja baras ja
baras ja na na na mujhpe tu ae ghata