Heer Tu Meri Lyrics: Un'altra bella canzone "Heer Tu Meri" di Himesh Reshammiya cumeddia è film romanticu Happy Hardy and Heer. A canzona hè cantata à a voce Anusha Mani è Himesh Reshammiya ellu stessu. A musica data è a testi sò scritte da Himesh Reshammiya. Sta canzone presentata da Tips Official.
Cantante: Himesh Reshammiya, Anusha Mani
Lyrics: Himesh Reshammiya
Cumpostu: Himesh Reshammiya
Film / Album: Felice Hardy è Heer
Length: 4:01
publicava: 2020
Etichette: Cunsiglii Jhankar Gaane
Heer Tu Meri Lyrics - Happy Hardy and Heer
Ye jo hai tere mere darmiyan
Ishq ki hai yeh gehri sardiyan
Dil mera keh saka na alvida
Kuch alag teri meri yaariyan
Meri aankhon mein tera
Aaina chhupa sa hai
Lamha ye tera mera
Kuch ruka ruka sa hai
O soni…
Aasmaani yeh chehra
Kis kadar gehra hai
Faaslon ka samandar
Bakhuda keh raha hai
O soni..
Heer tu meri ranjhana main tera
Heer tu meri ranjhana main tera..
Aaye zindagi mein ho yun
Ab na jaana tum kabhi
Kehkasha hè mohabbat ka
Tera mera hai yahi
Hai tumhari adaon ka maara
Kare kiya mera dil mere humnawa
Sama yeh kare bekarari si dil mein
Yeh dil toh mera tere bin maane na
Heer tu meri ranjhana main tera..
Kafir nahi main mujhe tha yakeen
Tum sa milega koi humnashi
Yaadon ka kaafila hua ajnabi
Kare bekhabar ab mujhe har ghadi
Ye jo hai tere mere darmiyan
Ishq ki hai ye gehri sardiyan
Dil mera keh saka na alvida
Kuch alag teri meri yaariyan
Meri aankhon mein tera
Aaina chhupa sa hai
Lamha ye tera mera
Kuch ruka ruka sa hai
O soni…
Aasmaani ye chehra
Kis kadar gehra hai
Faaslon ka samandar
Bakhuda keh raha hai
O soni..
Heer main teri ranjhana tu mera
Heer tu meri ranjhana main tera….
Song Oh Isha Lyrics