Sautela Sheher Lyrics – Aisa Yeh Jahaan | 2015

By Jasmine B. McMahon

Sautela Sheher Lyrics: sta canzone hindi di u 2015 "Sautela Sheher" hè stata cantata da Abid Khan Langa, Kamakshi Khanna, Palash Sen da u filmu Bollywood "Aisa Yeh Jahaan", i testi di a canzone sò scritte da Deekshant Sehrawat & Palash Sen mentre Palash Sen hà cumpostu a musica mentre Questa canzone attuale video presenta: Palash Sen, Yashpal Sharma, Ira Dubey.

Hè stata liberata in u 2015 per nome di Zee Music Company. A film hè diretta da Biswajeet Bora.

Song: Sautela Sheher

Artist: Abid Khan Langa, Kamakshi Khanna, Palash Sen

Lyrics: Deekshant Sehrawat, Palash Sen

Cumpostu: Palash Sen

Filmu / Album: Aisa Yeh Jahaan

Length: 5: 19

Liberatu: 2015

Etichette: Zee Music Company

Screenshot di Sautela Sheher Lyrics

Sautela Sheher Lyrics - Aisa Yeh Jahaan

Wahi subah wahi sham hai,
Wahi chehre wahi naam hai,
Wahi dhadkan wahi roshni bhi,
Allah yahin yahin raam hai,

Phir bhi kyun ajnabi,
Phir main kyun main nahi,
Phir hai kyun ye makan ghar nahi,

Sautela sa ye sheher,
Sautela hai ye magar,
Phir bhi apna hai ye jahaan,

Sau jagah jaye dagar,
Sau wajah jaane ki par,
Phir bhi jeena ab hai yahaan,

Sautela sheher hmm hmm,
Sautela sheher hmm hmm,
Sautela sheher hmm hmm,

Jaage jaage nain thaka re,
Bhaage bhaage pavn thake hain,
Muskuraye gungunaye,
Karta jaye ehsaan savere,

Na hai chhatri na hai chhat re,
Aur ye sapno ki takat re,
Ye samadar o ri ambar ren basaere,

Phiy kyun tu ajnabi,
Phir kyun tu tu nahi,
Phir hai kyun ye aafiya ghar nahi,

Sautela sa ye sheher,
Sautela hai ye magar,
Phir bhi apna hai ye jahaan,

Sau jagah jaye dagar,
Sau wajah jaane ki par,
Phir bhi jeena ab hai yahaan,

Sautela sheher hmm hmm,
Sautela sheher hmm hmm,
Sautela sheher hmm hmm,

Sapno ka shehar hai ye mera,
Tu cantasti hai to Ghar Hai ye mera,
Jaisa bhi hai par hai ye mera,

Pichhe kahin chhota hai jo,
Gaon mera rootha hai jo,
Meri zameen meri hawa kahan mera aasma,

Ab main hoon ajnabi,
Ab main hoon main nahi,
Hai ye mera aashiyan par ghar nahi..woh..,

Phir bhi apna hai ye jahaan,
Sau jagah jaye dagar,
Jaana hai par,
Phir bhi jeena ab hai yahaan,

Sautela sheher hmm hmm,
Sautela sheher hmm hmm,
Sautela sheher hmm hmm,

Sautela sheher hmm hmm,
Sautela sheher hmm hmm,
Sautela sheher hmm hmm,.

Song Bawri Pooch Pool Lyrics – Thoda Lutf Thoda Ishq | 2015

Lascia un Comment