Text písně Manzoor-e-Khuda – Thugs Of Hindostan (2018)

By Helen J. Wright

Text písně Manzoor e Khuda - Tento Bollwoodská píseň je zpíváno Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan a Sukhwinder Singh. Hudbu složil Ajay-Atul, zatímco texty Manzoor-E-Khuda napsal Amitabh Bhattacharya. Píseň pochází z Thugs of Hindostan od Yashraj Films v hlavních rolích Amitabh Bachchan, Aamir Khan, Katrina Kaif a Fatima Sana Shaikh.

Zpěvák: Shreya ghoshal, Sunidhi Chauhan a Sukhwinder Singh

Text: Amitabh Bhattacharya

Složen: Ajay-Atul

Film/Album: Thugs of Hindostan

Délka: 5:05

Uvolnění: 2018

Label: YRF

Snímek obrazovky k Manzoor-e-Khuda Lyrics

Text písně Manzoor-e-Khuda – Thugs Of Hindostan

Baba lauta de mohey gudiya mori
Angana ka jhoolna bhi
Imli ki daar waali muniya mori
Chandi ka painjna bhi

Ik haath mein chingariyan
Ik haath mein saaz hai
Hansne ki hai aadat humein
Har gham pe bhi naaz hai

Aaj apne tamaashe pe mehfil ko
Karke rahenge fida
Jab talak na karein jism se jaan
Hogi nahi ty juda

Manzoor-e-Khuda
Manzoor-e-Khuda
Anjaam hoga humara jo hai
Manzoor-e-Khuda
Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
Toote sitaaron se roshan huaa hai
Noor-e-Khuda

Ho chaar din ki ghulami
Jism ki hai salaami
Rooh toh muddaton se aazaad hai
Ho.. hum nahin hain yahan ke
Rehne wale jahaan ke
Woh sheher aaasman mein aabaad hai

Ho khilte ahoj ujadna hai
Milte ahoj bichhadna hai
Apni toh kahaani hai yeh

Kaagaz ke shikaare mein
Dariya se guzarna hai
Aisi zindagaani hai yeh

Zindagani ka humpe jo hai karz
Kar ke rahenge adaa
Jab talak na karein jism se jaan
Hogi nahi ty juda

Manzoor-e-Khuda
Manzoor-e-Khuda
Anjaam hoga humara jo hai
Manzoor-e-Khuda
Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
Toote sitaaron se roshan huaa hai
Noor-e-Khuda

Baba lauta de mohey gudiya mori
Angana ka jhoolna bhi
Imli ki daar waali muniya mori
Chandi ka painjna bhi

Amitabh Bachchan dialog
Aazaadi hai gunaah
Toh qubool hai sazaa
Ab toh hoga wohi
Jo hai Manzoor-e-Khuda

Píseň Text Vashmalle od Thugs Of Hindostan | Aamir Khan

Zanechat komentář