Shuru Kar Lyrics – Aiyaary (2018)

By Favio Zaragoza

Text písně Shuru Kar je hindská píseň (2018), kterou zpívá Amit Mishra a Neha Bhasin. Tuto píseň složil Rochak Kohli s textem napsaným Manojem Muntashirem.

Zpěvák: Amit Misra & Neha Bhasin

Text: Manoj Muntašír

Složen: Rochak Kohli

Film/Album: Aiyaary

Délka: 4:09

Uvolnění: 2018

Label: Zee Music Company

Snímek obrazovky k Shuru Kar Lyrics

Shuru Kar Lyrics – Aiyaary

Roshan dil ka resha resha
Na ho jaaye to kehna
Jaisa socha sab kuchh waisa
Na ho jaaye to kehna x (2)

Zyada nahi do auna pauna
Ya phir ratti bhar

Shuru shuru kar, shuru shuru kar
Shuru shuru kuchh shuru to kar
Jahan bhi hai tu wahin se yaara
Koyi kahani shuru to kar x (2)

Shuru kar
Shuru shuru kar

Tu jugnu hai par noor tera
Raaton ko khal jayega
Tu kya hai, teri keemat kya
Tujhko bhi pata chal jaayega x (2)

Jud ja kisi soch ke aage
Ban ke ek sifar

Shuru shuru kar, shuru shuru kar
Shuru shuru kuchh shuru to kar
Jahan bhi hai tu wahin se yaara
Koyi kahani shuru to kar x (2)

Yeh ambar ki unchai to

Bas aankhon ka dhoka hai
Jisko sab mushkil kehte hain
Sach puchho to woh mauka hai
Duniya vuniya badal jaayegi
Pehle badal nazar

Shuru shuru kar, shuru shuru kar
Shuru shuru kuchh shuru to kar
Jahan bhi hai tu wahin se yaara
Koyi kahani shuru to kar x (2)

Shuru kar
Shuru shuru kar
Shuru kar

Píseň Text písně Lae Dooba – Aiyaary (2018)

Zanechat komentář