Telyneg Kaal Kaal oddi wrth Laal Kaptaan: Hyn Cân Bollywood yn cael ei chanu gan Brijesh Shandilya a Dino James. Cyfansoddwyd cân Laal Kaptaan gan Samira Koppikar gyda geiriau wedi'u hysgrifennu gan Saurabh Jain. Daw'r gân o lun cynnig gwreiddiol a gyfarwyddwyd gan Navdeep Singh Laal Kaptaan yn cynnwys Saif Ali Khan.
Canwr: Brijesh Shandilya a Dino James
Lyrics: Saurabh Jain
Cyfansoddwyd: Samira Koppikar
Ffilm/Albwm: Laal Kaptaan
Hyd: 4:22
Datganiad: 2019
Label: Eros Nawr Cerddoriaeth

Telyneg Kaal Kaal – Laal Kaptaan
Caal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha
Wo Kaal kaal, kaal kaal hai
Caal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha
Wo Kaal kaal, kaal kaal hai
Gol gol duniya mein
Gol gol sadiyon se chal rahi
Wah ek hi mashaal hai
Caal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha
Wo Kaal kaal, kaal kaal hai
Caal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha
Wo Kaal kaal, kaal kaal hai
Ystyr geiriau: Aadmi toh bandar sa
Banke par sikandar sa
Aadmi toh bandar sa, banke par Sikandar sa
Neetiyon ka dambh roz bharta hai
Pal mein ek peedhi hai
Umra ek sedhi hai
Chadhta roz roz hi phisalta hai
Par aham mein jeeta hai
Kis vaham mein jeeta hai
Rakt mein kyun uske ye ubaal hai
Caal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha
Wo Kaal kaal, kaal kaal hai
Caal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha
Wo Kaal kaal, kaal kaal hai
HYSBYSEB
Khatm na hoti hai teri ye laalsa
Jaane ka samay tu bhale hai taalta
Karega kya murjhati iss khaal ka
Bas mein na hai sab khel hai kaal ka
Saaya hai kaal ka saare bramhaand mein
Teer vinash ka uske kamaan mein
Deta woh bhar hai saansein wo praan mein
Pratyaksh khada hai uske pramaan mein
Wo ajar hai, wo amar hai
Wo anaadi ant hai
Granth saare, dharm saare
Uska hi shadyantra hai
Gada hai chaatiyon mein…
Samay ka shool hai
Usko bhoolna, bhool hai, bhool hai..
Sab isi ke maare hai
Sab isi se haare hai
Isko jeet le wo mahakaal hai
Caal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha
Wo Kaal kaal, kaal kaal hai
Caal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal raha
Wo Kaal kaal, kaal kaal hai
Cân Lyrics Janmo Janam – Ghost (2019) | Yasser Desai