Gazab Ka Hai Ye Din Songtext – Sanam Re – Arijit Singh

By Shirley Howarth

Gazab Ka Hai Ye Din Songtext von Sanam Re ist eine schöne Bollywood-Song gesungen von Arijit Singh und Amaal Mallik. Die Texte wurden von Manoj Muntashir geschrieben und die Musik von Amaal Mallik komponiert.

Sänger: arijit singh und Amal Mallik

Text: Tanischk & Arafat

Musik: Tanishk Bagchi

Album/Film: Sanam Re

Länge: 2:23

Freigegeben: 2016

Musik Label: T-Serie

Screenshot von Gazab Ka Hai Ye Din Songtext

Songtext von Gazab Ka Hai Ye Din – Sanam Re

Chal pade hain hum aisi raah pe
Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhoondega humein yeh zamana kahan

Ja, samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)

Paani hoon paani main
Haan behne do mujhe
Jaisa hoon waisa hallo
Rehne do mujhe

Duniya ki bandishon se
Mera naata hai kahan
Rukna theharna mujhko aata hai kahan

WERBUNG

Ja, samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)

Neeli hai kyun zameen
Neela hai kyun samaa
Lagta hai ghaas par soya asmaan
Yeh mastiyan meri
Manmaniyan-Meri
Lo mil gayi mujhe aazadiyan meri

Ja, samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)

Chal pade hain hum aisi raah pe
Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhoondega humein yeh zamana kahan

WERBUNG

Ja, samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)

Song Gazab Ka Hai Din Songtext – Dil Juunglee

Hinterlasse einen Kommentar