Songtext von Qatl E Aam von Raman Raghav 2.0 | Sona Mohapatra: Das Bollywood-Song gesungen wird Sona Mohapatra und komponiert von Ram Sampath mit Texten aus der Feder von Varun Grover. Veröffentlicht unter dem Label T-Series.
Sänger: Sona Mohapatra
Text: Varun Grover
Musik: Ram Sampath
Film/Album: Udta Punjab
Streckenlänge: 2:09
Freigegeben: 2016
Musik Label: T-Serie
Songtext von Qatl E Aam – Raman Raghav 2.0
Hai ganimat dil yeh patthar
Ho Chuka Tamam Hai
Hai ganimat dil yeh patthar
Ho Chuka Tamam Hai
Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai
Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai
Chhod ke saari sharam ko
Shaam ki chaukhat pare
Chhod ke saari sharam ko
Shaam ki chaukhat pare
Aaiye aa jaaiye..
Yeh raat ik hamam hai
Aaiye aa jaaiye..
Yeh raat ik hamam hai
Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai
Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai
Han..
Sab sunaate hain ki humne
Haq hallo kyun tumko diya.
Sab sunaate hain ki humne
Haq hallo kyun tumko diya.
Jaan-e-jaan khud hallo bataaye
Jaan-e-jaan khud hallo bataaye
Yeh koi ilzaam hai
Aapki aankhon mein warna,
Aaj qatl-e-aam hai.
Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai
Hai sarafa dil ka
Aur ye waqt bauni ka huaa
Hai sarafa dil ka
Aur ye waqt bauni ka huaa
Laakh ki cheez sahab kodiyon ke daam hai
Laakh ki cheez sahab kodiyon ke daam hai
Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai
Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai