Deewane Lyrics from Selfie’e, featuring Akshay Kumar, Emraan Hashmi, Jacqueline Fernandez. This Latest Bollywood song is sung by Aditya Yadav and Stebin Ben. Deewaane song lyrics are penned by Kunaal Vermaa, and Aditya Yadav while its music is also given by Aditya Yadav and Tanishk Bagchi, and Director is Raj Mehta.
Artist: Aditya Yadav, Stebin Ben
Lyrics: Kunaal Vermaa, Aditya Yadav
Composed: Aditya Yadav, Tanishk Bagchi
Movie/Album: Selfiee
Length: 3:36
Released: 2023
Label: Play DMF

Deewane Lyrics – Selfie
Maza aa jaata hai
Adhoori baaton se
Maza aa jaata hai
Adhoori baaton se
Koyi ban jaata hai
Saroori yaaron se
Jo dekhi na suni aisi
Hume duniya dikhati hai
Deewane hum nahi hote
Deewani raat aati hai
Hume unki unhe meri
Mohobbat yaad aati hai
Deewaane hum nahi hote
Deewaani raat aati hai
Hume unki unhe meri
Mohobbat yaad aati hai
Nazar aati hain zulfon mein
Ghataye baadalon jaisi
Ye dil karne laga unse
Wafaaye paglon jaisi
Use jab dekhte hain to
Badal jata hai yeh lehza
Zuban pe aa hi jati hai
Adaaye shaayaron jaisi
Unhe jab yaad karte hain
Tabhi barsaat aati hai
Deewane hum nahi hote
Deewani raat aati hai
Hume unki unhe meri
Mohobbat yaad aati hai
Deewaane hum nahi hote
Deewaani raat aati hai
Hume unki unhe meri
Mohobbat yaad aati hai
Nahi koyi gila hume
Jo na is baar manenge
Abhi chahe mana kar de
Kabhi to yaar manenge
Mile jo cheez aasaani se
To usme maza kaisa
Unhe mera banane tak
Na hum bhi haar manenge
Suna hai chahate sachi
Nahi barbaad jaati hain
Deewaane hum nahi hote
Deewaani raat aati hai
Hume unki unhe meri
Mohobbat yaad aati hai
Deewaane hum nahi hote
Deewaani raat aati hai
Hume unki unhe meri
Mohobbat yaad aati hai
Deewaane hum nahi hote
Deewaani raat aati hai
Hume unki unhe meri
Mohobbat yaad aati hai
Song Kudiye Ni Teri Lyrics From Selfie’e – 2023 | Akshay Kumar