Barbaadiyan Tekstoj – Shiddat | Saketo Tandon

By Tulsi Mahabir

Barbaadiyan Kantoteksto de albumo Shiddat: La kanto estas kantita de Sachet Tandon, Nikhita Gandhi, Madhubanti Bagchi, kaj Sachin-Jigar, kaj havas muzikon de Sachin-Jigar dum Priya Saraiya skribis la Barbaadiyan kantotekston por Shiddat. La "Barbaadiyan" kanto estas de la "Shiddat" ĉefrola Sunny Kaushal, Radhika Madan, Mohit Raina, kaj Diana Penty.

Kantisto: Saketo Tandon, Nikhita Gandhi, Madhubanti Bagchi, kaj Sachin-Jigar

literoj: Priya Saraiya

Kunmetita: Sachin-Jigar

Filmo/Albumo: Ŝiddat

longeco: 4:01

Liberigo: 2021

Etikedo: T-Serio

Ekrankopio de Barbaadiyan Kantoteksto

Barbaadiyan Kantoteksto - Shiddat

Na koyi lakeerein na daayre
Ishq mein hadd hoti nahi
Itna behad hota hai ke
Yeh fitoori ghat'ti nahi

Na koyi lakeerein na daayre
Ishq mein hadd hoti nahi
Itna behad hota hai ke
Yeh fitoori ghat'ti nahi

Ho jaana hai ik baar
Teri rooh ke paar
Main to reh ke kinare pe thakeya

Ho tera chadheya khumar
Tere bin mere yaar
Is jag mein nahi kuch rakheya

Barbaadiyan tumse hi hai
Aabaadiyaan tumse hi hai
Ab kya galat aur kya sahi
Jab roohdaariyaan tumse hi hai

Barbaadiyan tumse hi hai
Aabaadiyaan tumse hi hai
Ab kya galat aur kya sahi
Jab roohdaariyaan tumse hi hai

Madhoshiyaan hai madhoshiyaan
In nigaahon mein teri hai madhoshiyaan
Doob jaaneyan aise doob jaaneyan
Phir kabhi na main tujhse ubhar paanyan

Madhoshiyaan hai madhoshiyaan
In nigaahon mein teri hai madhoshiyaan
Doob jaaneyan aise doob jaaneyan
Phir kabhi na main tujhse ubhar paanyan

Ho kaisi lagan hai yaar
Lagi jo iss baar
Raati din bas naam tera ratteya

Ho tera chadheya khumar
Tere bin mere yaar
Is jag mein nahi kuch rakheya

Barbaadiyan tumse hi hai
Aabaadiyaan tumse hi hai
Ab kya galat aur kya sahi
Jab roohdaariyaan tumse hi hai

Barbaadiyan tumse hi hai
Aabaadiyaan tumse hi hai
Ab kya galat aur kya sahi
Jab roohdaariyaan tumse hi hai

Madhoshiyaan hai madhoshiyaan
In nigaahon mein teri hai madhoshiyaan
Doob jaaneyan aise doob jaaneyan
Phir kabhi na main tujhse ubhar paanyan

Madhoshiyaan hai madhoshiyaan
In nigaahon mein teri hai madhoshiyaan
Doob jaaneyan aise doob jaaneyan
Phir kabhi na main tujhse ubhar paanyan

Barbaadiyaan tumse hi hai
Aabaadiyaan tumse hi hai
Ab kya galat aur kya sahi

kanto Akhiyan Udeek Diyan Kantoteksto

Lasu komenton