Jigariyaa Titolo Kantoteksto - Javed Bashir

By Amolika Korpal

'Jigariyaa Titolo Kantoteksto' Ĉi tio Hindia Kanto kantita de Javed Bashir: Naina raat bhar jal jaaye, Jale dil ka dariya, Jigariyaa.. jale jigariya, Kaisi kaisi kahaani likhi hai.

Kantisto: Javed Bashir

literoj: Agnel Roman

muziko Agnel Roman, Faizan Hussain, raĝo Prakash

movie: Jigariyaa

longo 2:21

Etikedo T-serio

Ekrankopio de Jigariyaa Titolo Kantoteksto

Jigariyaa Titolo Kantoteksto

Naina raat bhar jal jaaye
Jale dil ka dariya.. (x3)

Jigariyaa.. jale jigariya
Jigariyaa.. jale jigariya

Naina raat bhar jal jaaye
Jale dil ka dariya (x2)

Kaisi kaisi kahaani likhi hai
Aye khuda kaisi meri ravaani hai
Aa…
Kaisi kaisi kahaani likhi hai
Aye khuda kaisi meri ravaani hai
Panno panno pe kya ye likha hain
Na main jaanu na tu ye bataaye
Kaisi kaisi ye kaisi saza hain
Jale dil ka dariya
Ho.. naina raat bhar jal jaaye
Jale dil ka dariya
Ho naina raat bhar jal jaaye
Jale dil ka dariya

Aa…

Dard hi dard dil ki ghataao mein
Aansoo o ki nami in hawaao mein

(Sargam)

Dard hi dard dil ki ghatao mein
Aansoo o ki namee in hawaao mein
Halke halke se tu yaad aaye
Holey holey se dil ghun ghunaye
Tu hi chahat jo tu dil mein aaye
Jale dil ka dariya
Ho.. naina raat bhar jal jaaye
Jale dil ka dariya
Naina raat bhar jal jaaye
Jale dil ka dariya

Jigariya jale jigariyaa
Jigariya jale jigariyaa

Naina raat bhar jal jaaye
Jale dil ka dariya (X2)

Por pli da kanto klaku ĉi tie: Panjeeban Kantoteksto

Lasu komenton