Shart Lyrics – Sonu Nigam | Milan Talkies

By Aurea E. Jones

Shart Kantoteksto el Milan Parolparoloj kantataj de Sonu nigam. La muziko de la nova Bollywood-kanto ricevas fare de Rana Mazumder dum la Kantoteksto estas skribitaj fare de Amitabh Bhattacharya.

Kantistoj: Sonu nigam

literoj: Amitabh Bhattacharya

Kunmetita: Rana Mazumder

Filmo/Albumo: Milan Talkies

longeco: 5:10

Liberigo: 2019

Etikedo: Zee Music Company

Ekrankopio de Shart Lyrics

Shart Lyrics – Milan Talkies

Sadkon pe chahe mehlon mein rahein
Jitne bhi chahe pehron mein rahein
Koi humein kabhi kar paye na judaa
Girja mein nahi Mandir nahi
Kisi dargah ke dar par nahi
Dekha maine tere chehre mein hi khuda

Apne milan ki kahani
Adhuri rahi toh adhuri sahi
Tere alawa na chahun kisi ko
Ye shart khud se rakhi
Majno shart khud se rakhi

Ho nazdeek se chahaton ke
Daave toh humne kiye
Par door rehke hi samjhe
Tum kya ho mere liye

Ikk baar tumse bichde toh jaana
Keemat kya hai pyaar ki
Tere alawa na chahun kisi ko
Ye shart khud se rakhi
Majno shart khud se rakhi

Sadkon pe chahe mehlon mein rahein
Jitne bhi chahe pehron mein rahein
Koi humein kar paye na judaa
Girja mein nahi mandir nahi
Kisi dargah ke dar par nahi
Dekha maine tere chehre mein hi khuda

kanto Mind Na Kariyo Holi Hai Kantoteksto

Lasu komenton