Yaad Hai Kantoteksto - Aiyaary Song de Ankit Tiwari kaj Palak Muchhal

By Fakaruddin Peri

Yaad Hai Kantoteksto el hinda kanto kantita de Ankit Tiwari kaj Palak Muchhal. ĉi Bollywood Kanto estas kunmetita fare de Ankit Tiwari kun kantoteksto skribitaj fare de Manoj Muntashir.

Yaad Hai Teksto Aiyaary: Hindia Kanto kun Sidharth Malhotra, Rakul Preet Singh kantita de Palak Muchhal, Ankit Tiwari.

Ĉi tiu lasta malĝoja kanto pri la disiĝo inter amantoj estas komponita fare de Ankit Tiwari dum Yaad Hai Sab Mujhe Yaad hai kantoteksto estas skribitaj fare de Manoj Muntashir.

Song: Yaad Hai

Kantisto: Ankit Tiwari, Palak Muchhal

literoj: Manoj Muntashir

muziko: Ankit Tiwari

Filmo/Albumo: Aiyaary

Trako Longo: 5:26

Muziketikedo: Zee Music Company

Ekrankopio de Yaad Hai Kantoteksto - Aiyaary

Yaad Hai Kantoteksto

Teri meri aankhon ne

Milke jo khwaab bune

Woh bade pyare the

Teri meri paaon chale

Milke ke do pairon tale

Taare hi taare thhe

Saari baatein mujhe yaad hai

Woh chand raatein mujhe yaad hai

Mujhe bhi tere haathon ki narmiyan yaad hai

Woh maasoom pyari si besharmiyan yaad hai

Yaad hai sab mujhe yaad hain

Saari baatein mujhe yaad hain

Yaad hai sab mujhe yaad hai

Saari baatein mujhe yaad hai

Yaad hai tumko woh barsaatein?

Jab milke hum bheege thhe

Kyun andar se aanch utthi

Jab bahar se hum geele thhe

Kaisi thi woh befikri

Guzri phir bhi na guzri

Aisi shaamein mujhe yaad hain

Aisi baatein mujhe yaad hain

Koi jaan ke jaan se toh guzarta nahin

Kabhi apni marzi se koi bichhadta nahin

Yaad hai sab mujhe yaad hai

Saari baatein mujhe yaad hai

Yaad hai sab mujhe yaad hain

Saari baatein mujhe yaad hain

Kaandhe pe sar rakh ke tere

Soyi thi main kitni der

Dhoondh rahi thi duniya mujhko

Khoyi thi ĉefa kitni der

Kaisi thi woh befikri

Guzri phir bhi na guzri

Saari shaamein mujhe yaad hain

Saari baatein mujhe yaad hain

Jo hothon se naa keh saka

Harf woh bhi to hai

Jo aankhon se naa beh saka

Dard woh bhi to hai

Yaad hai sab mujhe yaad hai

Saari baatein mujhe yaad hain

Yaad hai sab mujhe yaad hai

Saari baatein mujhe yaad hai

Yaad Karaan Nimma Loharka kantoteksto

1 penso pri "Yaad Hai Teksto - Aiyaary Kanto de Ankit Tiwari kaj Palak Muchhal"

Lasu komenton