Aam Hindustani sõnad – Bombay Velvet

By Shirley Howarth

Aam Hindustani sõnad: Laul 'Aam Hindustani' pärit Bollywood filmi "Bombay Velvet" häälel Shefali Alvares. Laulusõnad andis Amitabh Bhattacharya ja muusika loob Amit Trivedi. Selle filmi režissöör on Anurag Kashyap. See ilmus 2015. aastal Zee Music Company nimel.

Muusikavideos teeb kaasa Raveen Tandon

Laulja: Shefali Alvares

Lyrics: Amitabh Bhattacharya

Koostatud: Amit Trivedi

Film/album: Bombay Velvet

Length: 2:04

Välja antud: 2015

Valmistaja: Muusikakompanii Zee

Ekraanipilt Aam Hindustani laulusõnadest

Aam Hindustani laulusõnad

La la la … O.. O.. O..
Dhobi ka kutta jaise ghaat ka na ghar ka
Poori tarah na idhar ka, na udhar ka
Sun le nikhattu tera wohi to haal hai

Zindagi ki race mein jo munh utha ke dauda
Zindagi ne maari laat peechhe chhoda
Tu hai wo tattu
Gadhe si jiski chaal hai

Pyaar mein thenga
Baar mein thenga
Inki botal bhi goron ki ghulaam hai

Roothi ​​hai mehbooba
Roothi ​​roothi ​​sharaab hai
Hei aam hindustani
Teri kismat kharaab hai

Roothi ​​hai mehbooba
Roothi ​​roothi ​​sharaab hai
Hei aam hindustani
Teri kismat kharaab hai

Aasman se tu yun gira
Khajoor pe tu atka
Tere haalaat ne utha ke tujhko patka
Ki aisi champi, ki tere hosh udd gaye
Bewafaai dekh ke jo aayi tujhko hichki
Chaudi chhaati teri chutkiyon mein pichki
Gham ki batti, muaah, mili kuni baal jhad gaye

Pyaar mein thenga
Baar mein thenga
Inki botal bhi goron ki ghulam hai

Roothi ​​hai mehbooba
Roothi ​​rooti sharaab hai
Hei aam hindustaani
Teri kismat kharaab hai..

Roothi ​​hai mehbooba
Roothi ​​rooti sharaab hai
Hei aam hindustaani
Teri kismat kharaab hai..

Aadmi nahi tu samjhe khud ko machhli
Ulti ganga mein hai tairne ki khujli
Par yeh hukoomat jo hai magarmachh hai
Laalach ne tujhko aisi patti padhaai
Khwaahish ne li hai degchi kadhaai
Taqdeer teri abhi bhi chammach mein hai

Pyaar mein thenga
Baar mein thenga
Inki botal bhi goron ki ghulam hai

Roothi ​​hai mehbooba
Roothi ​​rooti sharaab hai
Hei aam hindustaani
Teri kismat kharaab hai..

Vormista ost Aaj Mood Ishqholic Hai Lyrics Sonakshi Sinha Siin

Jäta kommentaar