Dangal Lyrics – nimilaul | Aamir Khan | Daler Mehndi

By Sultana Salahuddin

Dangal laulusõnad Nimilaul | Aamir Khan | Daler Mehndi: See Bollywoodi laul laulab Daler Mehndi, Amitabh Bhattacharya, ning Pritami ja Amitabh Bhattacharya loodud muusika kirjutasid laulu Dangal Lyrics.

Laulja: Daler Mehndi, Amitabh Bhattacharya

Lyrics: Amitabh Bhattacharya

Koostatud: Pritam

Film/album: Dangal

Length: 2:28

Vabastage: 2016

Valmistaja: Muusikakompanii Zee

Ekraanipilt Dangali pealkirja laulusõnadest

Dangali pealkirja laulusõnad

Re latth gaad doon
Re jada paad doon (x2)

Maa ke pet se marghat tak
Hai teri kahaani pag pag pyare
Dangal dangal
Dangal dangal
Sooraj tera chadhta dhalta
Gardish mein karte hain taare
Dangal dangal
Dangal dangal (x2)

Dhadkane chhati mein
Jab dubak jaati hain
Peeth tapthapa
Unko phir jaga
Baat ban jaati hai

Bawle haathi si
Har chunauti hai re
Saamne khadi
Ghoor ke badi
Aankh dikhlati hai

Toh aankh se uski aankh mila ke
Bhid jaane ka naam hai pyare
Dangal dangal
Dangal dangal

Sooraj tera chadhta dhalta
Gardish mein karte hain taare
Dangal dangal
Dangal dangal

Re latth gaad doon
Re jada paad doon (x2)

Thos majboot bharosa
Apne sapno pe karna
Jitne moonh utni baatein
Gaur kitno pe karna

Aaj logon ki baari
Jo kahe keh lene de
Tera bhi din aayega
Uss din hisaab chuka ke rehna… ho..

Are bhed ki hahakaar ke badle
Sher ki ek dahaad hai pyaare
Dangal dangal
Dangal dangal

Sooraj tera chadhta dhalta
Gardish mein karte hain taare

Dangal dangal (x4)

Latth gaad doon
Re jaadan paad doon
Re latth gaad doon
Re jaadan paad doon

Kar dikhane ka mauka
Jab bhi kismat deti hai
Gin ke tyari ke din
Tujhko mohlat deti hai

Maangti hai laagat mein
Tujhse har boond paseena
Par munafa badle mein
Ye jaan le behad deti hai

Re bande ki mehnat ko kismat
Ka saadar parnaam hai pyare
Dangal dangal
Dangal dangal

Sooraj tera chadhta dhalta
Gardish mein karte hain taare

Dangal dangal (x5)

Laul Tabah Lyrics – Heropanti

Jäta kommentaar