Dil Hai Bhola laulusõnad Bholaast (2023) | Amit Mishra

By Aurea E. Jones

Dil Hai Bhola laulusõnad alates Bholaa, see viimane Bollywoodi laul laulnud Amit Misra ja selles uusimas laulus teeb kaasa Ajay Devgn. Dil Hai Bholaa laulusõnad on kirjutanud Irshad Kamil, Shailendra, muusika annab Ravi Basrur ja video režissöör on Ajay Devgn.

Laul: Dil Hai Bhola

KunstnikudAmit Misra

lüürika: Irshad Kamil, Shailendra

Koosnes: Ravi Basrur

Film/albumBholaa

Pikkus: 3: 43

Antud: 2023

silt: Saregama muusika

Ekraanipilt Dil Hai Bhola laulusõnadest

Dil Hai Bhola sõnad – Bholaa

Chhoti Si Khwahish Liye Ghoomta Hai
Guzre Hue Waqt Ko Dhoondhta Hai
Toot Kar Aur Masoom Ho Jaata Hai
Dard Ko Bhi Yeh Maloom Ho Jaata Hai

Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai
Aaj Phir Marne Ka Iraada Hai

Chhoti Si Khwahish Liye Ghoomta Hai
Guzre Hue Waqt Ko Dhoondhta Hai
Toot Kar Aur Masoom Ho Jaata Hai
Dard Ko Bhi Yeh Maloom Ho Jaata Hai

Sar Se Paaon Talak Dil Hai Bhola
Sar Se Paaon Talak Dil Hai Bholaa
Sar Se Paaon Talak Dil Hai Bholaa
Sar Se Paaon Talak Dil Hai Bholaa

Bheegi Na Aankhein Iss Tarah Roya
Kaise Batayein Ke Kya Kya Hai Khoya
Aaj Phir Waqt Ki Kuchh Kami Si Lage
Saans Seene Mein Hai Par Thami Si Lage

Jo Bujhe Na Kabhi Yeh Woh Shola
Sar Se Paaon Talak Dil Hai Bhola
Jo Bujhe Na Kabhi Yeh Woh Shola
Sar Se Paaon Talak Dil Hai Bhola

Bholepan Ki Baatein Kare Har Ghadi
Farz Se Khwahish Par Humesha Ladi
Nanha Sa Ek Rishta Bulaye Kahin
Raaste Mein Hai Magar Mushkilein Badi

Waqt Ne Bhed Jinka Hai Khola
Sar Se Paaon Talak Dil Hai Bholaa
Waqt Ne Bhed Jinka Hai Khola
Sar Se Paaon Talak Dil Hai Bholaa

Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai
Aaj Phir Marne Ka Iraada Hai

Laul Nazar Lag Jayegi laulusõnad – Bholaa (2023) | Ajay Devgn

Jäta kommentaar