Dolly Ki Doli laulu sõnad, See Bollywoodi laul on laulnud Divya Kumar. osades Sonam Kapoor, Rajkummar Rao, Pulkit Samrat ja Varun Sharma. Režissöör Abhishek Dogra, muusika on loonud Sajid Ali ja Wajid Ali. Nimilaulu sõnad on kirjutanud Irfan Kamal.
Lugu: Dolly Ki Doli
Laulja: Divya Kumar
Lyrics: Irfan Kamal
Muusika: Sajid-Wajid
Album/film: Dolly Ki Doli
Raja pikkus: 3: 46
Muusikamärk: T-seeria

Dolly Ki Doli laulusõnad – nimilaul
Kamli yeh dekho asmaani pari
Sabko nachaaye yeh hai meethi chhuri x (2)
Kilkaar maare phir aankh maar
Kare sab pe jora jori
Arey khatti-meethi, meethi-khatti
Pippermit ki goli
Dhoom dhadaake kaart
Bin piye tere chadhti
Allah khair kare, Maula khair kare
Jogi kar jaaye soorat bholi
Nik-nik nik-nik..
Nikli Dolly ki doli
Haaye nik nik nik nik nikli Dolly ki doli
Chalte chalte ruk legi Dolly ki doli
Nain matakke, latke jhatke
Dekho iske nikli sajke
Chhona na ise, dekho bas ise
Hansegi, khelegi chhote tere
Udd jaayegi phurr se
Ajnabi si hai kareebi
Humsafar bhi, al-farebi
Dhoom dhadaake kaart
Bin piye hi chadhti Allah khair kare, Maula khair kare
Jogi kar jaaye soorat bholi
Nik-nik nik-nik..
Nikli Dolly ki doli
Haaye nik nik nik nik nik nikli Dolly ki doli
Chalte chalte ruk legi Dolly ki doli
Yeh ibadat par kazaa bhi
Yeh mohabbat par sazaa bhi
Yeh jo chahti hai le hi jaati hai
Hans ke, hansaa ke, nainon se
Chura ke yeh zindagi
Yeh junoon bhi, yeh nasha bhi
Rubaru bhi, ghumshuda bhi
Dhoom dhadaake kaart
Bin piye tere chadhti
Allah khair kare, Maula khair kare
Jogi kar jaaye soorat bholi
Nik-nik nik-nik..
Nikli Dolly ki doli
Haaye nik nik nik nik nik nikli Dolly ki doli
Chalte chalte ruk legi Dolly ki doli
Dolly, Dolly, Dolly, Dolly ki doli
Laul Mood Khatam Mujhpe laulusõnad – Dolly Ki Doli | 2015. aasta