Jeete Hain Chal Sõnad: Esitamine Bollywoodi laul 'Jeete Hain Chal' Kavita Sethi häälega filmist Neerja. Laulu sõnad on kirjutanud Prasoon Joshi ja muusika loob Vishal Khurana. T-seeria andis selle välja 2016. aastal.
Selle filmi peaosas on Sonam Kapoor ja selle režissöör on Ram Madhvani.
Laulja: Kavita Seth
Lyrics: Prasoon Joshi
Koostatud: Vishal Khurana
Film/album: Neerja
Length: 1:28
Vabastage: 2016
Valmistaja: T-seeria

Jeete Hain Chal Lyrics – Neerja
Om thraambakam yajamahe
Sugandhim pushhti vardhanam
Uravarukamiva bandhana
Mruthyo mukhshi yamaamrtaat
Kehta jee pal
Khud se nikal
Jeete hain chal
Jeete hain chal
Jeete hain chal
Gham musafir thaa jaane de
Dhoop aangan mein aane de
Jeete hai chal
Jeete hai chal
Jeete hai chal
Talvon ke neeche hai thandi si ik dharti
Kehti hai aaja daudenge
Yaadon ke baksho mein jinda si khushbu hai
Kehti hai sab piche chodenge
Ungliyon se kal ki raet behne de
Aaj aur abhi mein khud ko rehne de
Kehta jee pal
Khud se nikal
Jeete hain chal
Jeete hain chal
Jeete hain chal..
Ek tukda haseen chakh le
Ik dali zindagi rakh le
Jite hain chal, Jite hai chal (x2)
Hichki ruk jaane de
Siski tham jaane de
Kas pal ki yeh guzarish hai
Marna kyu jee lena
Boondon ko pee lena
Tere hi sapnon ki baarish hai
Paaniyon ko raste tu banane de
Roshni ke pichhe khud ko jaane de
Kehta jee pal
Khud se nikal
Jeete hai chal
Jeete hai chal
Jeete hai chal
Om thraambakam yajamahe
Sugandhim pushhti vardhanam
Uravarukamiva bandhana
Mruthyo mukhshi yamaamrtaat (x2)
Kehta jee pal
Khud se nikal
Jeete hain chal, Jeete hain chal (x2)
Lüüriliste lugude lugemiseks vaadake Jeena Marna sõnad – Do Lafzon Ki Kahani | Altamash Faridi