Koi Nahi sõnad – Chaman Bahaar

By Sumayya Abdella

Koi Nahi sõnad albumilt Chaman Bahaar: This Bollywoodi laul laulab Brijesh Shandilya ja Anisha Saikia, ja sellel on Anshuman Mukherjee muusika, samas kui Anand Bakshi on kirjutanud Chaman Bahaarile Koi Nahi sõnad. Laul “Koi Nahi” pärineb laulust “Chaman Bahaar”

Laulja: Brijesh Shandilya ja Anisha Saikia

Lyrics: Anand Bakshi

Koostatud: Anshuman Mukherjee

Film/album: Chaman Bahaar

Length: 3:07

Vabastage: 2020

etikett: Saregama muusika

Koi Nahi sõnade ekraanipilt

Koi Nahi sõnad – Chaman Bahaar

Saare shehar mein aapsa koi nahi koi nahi
(sach)
Ishq karta hun aashique mera naam hai
Labon pe hai sach haath mein jaam hai
Ishq karta hun aashique mera naam hai
Labon pe hai sach haath mein jaam hai

Kabhi jhoothi ​​kasam humne khai nahi
Khai nahi khai nahi..
Iss dil mein jo baatein batayi nahin
Batayi nahin batayi nahin (sach)

Saare shehar mein aapsa koi nahi koi nahi
Saare shehar mein aapsa koi nahi koi nahi
Kas koi nahi koi nahi koi nahi re baba koi nahi
Haan koi nahi koi nahi koi nahi re baba koi nahi

Apun kutte ki wo dum hai barah baras nali
Mein daalke rakho nali tedhi ho jayegi
Apun seedha nahin hoyega.. Kyun hai ke nahi?

Waakif hun pagle teri jaat se
Sadakchhap sohadon ke jazbaat se
Are anzaam se tu kitna bekhabar
Mein baandungi rakhi tere haath pe

Are anzaam jo bhi mein darta nahi
Aashique hun parvaah mein karta nahi

REKLAAM

Asshiqui ek tarfa to badnaam hai
Tujhe pyaar karna mera kaam hai

Sacchi mahobbat aaj bhi koi nahi koi nahi'
Saare shehar mein aapsa koi.. (sach)
Kas koi nahi koi nahi koi nahi re baba koi nahi
Haan koi nahi koi nahi koi nahi re baba koi nahi

Laul Gupchup laulusõnad

Jäta kommentaar