Manzoor-e-Khuda laulusõnad – Thugs Of Hindostan (2018)

By Helen J. Wright

Manzoor ja Khuda sõnad - See Bollwoodi laul laulab Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan ja Sukhwinder Singh. Muusika on loonud Ajay-Atul, samas kui Manzoor-E-Khuda sõnad on kirjutanud Amitabh Bhattacharya. Laul pärineb Yashraj Filmsi filmist Thugs of Hindostan, mille peaosades on Amitabh Bachchan, Aamir Khan, Katrina Kaif ja Fatima Sana Shaikh.

Laulja: Shreya ghoshal, Sunidhi Chauhan ja Sukhwinder Singh

Lyrics: Amitabh Bhattacharya

Koostatud: Ajay-Atul

Film/album: Hindostani pätid

Length: 5:05

Vabastage: 2018

Valmistaja: YRF

Manzoor-e-Khuda laulusõnade ekraanipilt

Manzoor-e-Khuda sõnad – Hindostani pätid

Baba lauta de mohey gudiya mori
Angana ka jhoolna bhi
Imli ki daar waali muniya mori
Chandi ka painjna bhi

Ik haath mein chingariyan
Ik haath mein saaz hai
Hansne ki hai aadat humein
Har gham pe bhi naaz hai

Aaj apne tamaashe pe mehfil ko
Karke rahenge fida
Jab talak na karein jism se jaan
Hogi nahi ye juda

Manzoor-e-Khuda
Manzoor-e-Khuda
Anjaam hoga humara jo hai
Manzoor-e-Khuda
Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
Toote sitaaron se roshan huaa hai
Noor-e-Khuda

Ho chaar din ki ghulami
Jism ki hai salaami
Rooh toh muddaton se aazaad hai
Ho.. hum nahin hain yahan ke
Rehne wale jahaan ke
Woh sheher aaasman mein aabaad hai

Ho khilte hi ujadna hai
Milte tere bichhadna hai
Apni toh kahaani hai yeh

Kaagaz ke shikaare mein
Dariya se guzarna hai
Aisi zindagaani hai jeh

Zindagani ka humpe jo hai karz
Kar ke rahenge adaa
Jab talak na karein jism se jaan
Hogi nahi ye juda

Manzoor-e-Khuda
Manzoor-e-Khuda
Anjaam hoga humara jo hai
Manzoor-e-Khuda
Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
Toote sitaaron se roshan huaa hai
Noor-e-Khuda

Baba lauta de mohey gudiya mori
Angana ka jhoolna bhi
Imli ki daar waali muniya mori
Chandi ka painjna bhi

Amitabh Bachchani dialoog
Aazaadi hai gunaah
Toh qubool hai sazaa
Ab toh hoga wohi
Jo hai Manzoor-e-Khuda

Laul Vashmalle Lyrics alates Thugs Of Hindostan | Aamir Khan

Jäta kommentaar