Prem Mein Tohre Lyrics – Begum Jaan (2017)

By Danika Garibay

Prem Mein Tohre sõnad Begum Jaanilt Vidya Balaniga peaosas. See Bollywoodi laul laulab Asha bhosle. Loo autor Anu Malik, sõnade autor on Kausar Munir.

Laulja: Asha bhosle

Lyrics: Kausar Munir

Koostatud: Anu Malik

Film/album: Begum Jaan

Length: 2:35

Vabastage: 2017

Valmistaja: Aja muusika

Prem Mein Tohre laulusõnade ekraanipilt

Prem Mein Tohre Lyrics – Begum Jaan

Prem mein tohre aisi padi main
Purana zamana naya ho gaya
jah kya ho gaya..

Kab saans thaami
Kab saans chhori
Har dard mera
Bayaan ho gaya
Jah kya ho gaya
Prem mein tohre

Aankhon se chhalke shaamein Awadh ki
Subah hai honthon pe Banaras waali
Baalon se barse Jhelum ka paani
Ghat se ghat mein aisi phiri re
Mujhse thikana mera kho gaya
Jah kya ho gaya
Prem mein tohre

Parde mein tohre
Chori chori chori chori jiya jaaye na
Parde mein tohre
Chori chori chori chori mita jaaye na

Aata hai chhup ke tu mere dar pe
Ghayal dil aur dhadkan banjar
Ghayal dil aur dhadkan banjar

Haldi mali jo ghaav pe tohre
Har zakhm mera hara ho gaya
Jah kya ho gaya

Prem mein tohre aisi padi main
Purana zamana naya ho gaya
Jah kya ho gaya
Prem mein tohre..

Laul Murshida Lyrics – Begum Jaan | Arijit Singh

Jäta kommentaar