Zaroori Tha sõnad Autor: Rahat Fateh Ali Khan on armastus Hindi laul laulnud, kirjutanud ja loonud Rahat Fateh Ali Khan, samas kui see viimane kaunis laul, kus osalevad Kushal Tandon ja Gauhar Khan. Hankige Zaruri Tha laulusõnad koos selle ametliku muusikavideoga.
Laulja: Rahat Fateh Khan
Lyrics: Rahat Fateh Ali Khan
Muusika: Rahat Fateh Ali Khan
Album/film: -
Length: 5:45
Välja antud: 2016
Muusikamärk: UMG
Zaroori Tha sõnad – Rahat Fateh Ali Khan
Lafj Kitne Tere
Tere Pairon Se Lipte Honge
Tune Jab Aakhiri Khat
Mera Jalaya Hoga
Tune Jab Phool
Kitabon Se Nikale Honge
Dene Wala Bhi Tujhe
Yaad Toh Aaya Hoga
Teri Aankhon Ke Dariya Ka
Utarna Bhi Zaroori Tha
Mohabbat Bhi Zaroori Thi
Bichadna Bhi Zaroori Tha
Zaroori Tha Ke Hum Dono
Tawaaf-E Arzoo kaart
Magar Phir Arzoo'on Ka
Bikharna Bhi Zaroori Tha
Teri Aankhon Ke Dariya Ka
Utarna Bhi Zaroori Tha
Batao Yaad Hai Tumko
Woh Jab Dil Ko Churaya Tha
Churayi Cheez Ko Tumne
Khuda Ka Ghar Banaya Tha
Woh Jab Kehte The Mera Naam
Tum Tasbeeh Mein Padhte Ho
Mohabbat Ki Namazo Ko Kaza
Karne Se Darte Ho
Magar Ab Yaad Aata Hai
Woh Baatein Thi Mehaz Baatein
Kahin Baaton Tere, Baaton Mein
Mukarna Bhi Zaroori Tha
Teri Aankhon Ke Dariya Ka
Utarna Bhi Zaroori Tha
Wahin Hai Sooratein Apni
Wahin Main Hoon Wahin Tum Ho
Magar Khoya Hua Hoon Main
Magar Tum Bhi Kahin Gumm Ho
Mohabbat Mein Daga Ki Thi
Jo Kaafir So Kaafir Hain
Mili Hain Manzilein Phir Bhi
Musafir Musafir Hain
Tere Dil Ke Nikaale Hum
Kahan Bhatke Kahan Pahunche
Magar Bhatke Toh Yaad Aaya
Bhatakna Bhi Zaroori Tha
Mohabbat Bhi Zaroori Thi
Bichadna Bhi Zaroori Tha
Zaroori Tha Ke Hum Dono
Tawaef-E Arzoo kaart
Magar Phir Arzoo'on Ka
Bikharna Bhi Zaroori Tha
Teri Aankhon Ke Dariya Ka
Utarna Bhi Zaroori Tha
Laul Jadon Teri Yaad Sõnad – Warrior Savitri – Rahat Fateh Ali Khan