Mohe Aaye Na Jag Se Laaj Lyrics – Cabaret | Neeti Mohan

By Fakaruddin Peri

Mohe Aaye Na Jag Se Laaj letra Cabaret (2016), Hau Bollywood abestia abesten du Neeti Mohan Qateel Shifaik idatzi du, Munish Makhijak konposatutako musika, Gulshan Devaiah, Richa Chadda, S. Sreesanth aktoreek antzeztu zuten.

Abeslaria: Neeti Mohan

Lyrics: Qateel Shifai

Konposatua: Munish Makhija

Filma/Albuma: cabaret

Length: 2:36

Askatu: 2016

Label: T seriea

Mohe Aaye Na Jag Se Laaj letraren pantaila-argazkia

Mohe Aaye Na Jag Se Laaj Lyrics – Cabaret

Ke ghungroo too gaye

Ke ghungroo toot gaye (x2)

Mohe aaye na jag se laaj,

Main itna zor se naachi aaj

Ke ghungroo too gaye

Ke ghungroo toot gaye (x2)

Kuch mujhpe naya joban bhi tha,

Kuch pyaar ka pagalpan bhi tha

Ek palak meri teer bani

Haaye…

Ek zulf meri zanjeer bani

Liya dil sajan ka jeet

Liya dil sajan ka jeet

Chhede payaliya ne geet

Ke ghungroo too gaye

Ke ghungroo toot gaye (x2)

Main basi thi jinke sapno mein

Sapno mein.. sapno mein..

Wo ginega ab mujhe apno mein

Kehti hai meri, har angdaayi

Main piya ki neend chura laayi

Main ban ke gayi thi chor,

Main ban ke gayi thi chor,

Ke meri payal thi kamzor

Ke ghungroo too gaye

Ke ghungroo toot gaye (x2)

Mohe aaye na jag se laaj,

Main itna zor se naachi aaj

Ke ghungroo too gaye

Ke ghungroo toot gaye (x2)

Song Do Anjaane Lyrics

Iruzkin bat idatzi