Ab Na Phir Se Lyrics – Yasser Desai | Hakkeroitu

By Shirley Howarth

Ab Na Phir Se Lyrics alkaen Hacked laulanut Yasser Desai. Tämä Bollywood laulu on säveltänyt Amjad-Nadeem-Aamir ja sanoitukset Amjad Nadeem.

Hakkeroidut elokuvan tähdet Hina Khan, Mohit Malhotra, Rohan Shah, Sid Makkar. Ja sen on ohjannut Vikram Bhatt

Laulaja: Yasser Desai

Lyrics: Amjad Nadeem

Musiikki: Amjad-Nadeem-Aamir

Albumi/elokuva: Hakkeroitu

Pituus: 2: 31

Levy-yhtiö: Zee Music Company

Kuvakaappaus Ab Na Phir Se Lyricsistä

Ab Na Phir Se Lyrics

Ab naa dil ko kisi ki aadat ho
Ab naa dil ko kisi ki aadat ho
Ab naa phir se kabhi mohabbat ho

Ab naa dil ko kisi ki aadat ho
Ab naa phir se kabhi mohabbat ho

Itni bhi khwaahish naa rahi
Kisi se chahat ho

Teri mujhko naa ab zaroorat ho
Teri mujhko naa ab zaroorat ho
Ab na phir se kabhi mohabbat ho

Dardon ke saaye mein
Milti ab raahat hai
Teri tamanna nahi
Tujhse judaa hoke seekha ab jeena hai
Ek tu zaroori nahi
Itni bhi khwahish naa rahi
Kisi ki hasrat ho

Dil pe teri na ab hukumat ho
Dil pe teri na ab hukumat ho
Ab na phir se kabhi mohabbat ho

Ab na dil ko kisi ki aadat ho
Ab na phir se kabhi mohabbat ho

hmm hmm..

Kassa Aazaadiyan sanoitukset

Jätä kommentti