Main Nai Jaana Pardes Lyrics From Tevar – 2015

By Helen J. Wright

Main Nai Jaana Pardes Lyrics Tevarista: Kuuluisa Bollywood laulu on uudelleen luonut Sajid-Wajid while Shqfqat Amanat Ali on laulanut sen jälleen albuminsa Tabeer (2008) jälkeen.

Laulaja: Shafqat Amanat Ali

Lyrics: Kausar Munir

Koostumus: Sajid-Wajid

Elokuva/albumi: Tevar

Pituus: 5:27

release: 2015

Levy-yhtiö: Eros Now -musiikkia

Kuvakaappaus Main Nai Jaana Pardesin sanoituksista

Main Nai Jaana Pardes Lyrics – Tevar

Na sajna na bhej mujhe
Main nai jaana pardes
Na sajna na bhej mujhe
Main nai jaana pardes

Leja jis angna sajna
Maan loon apna des ve

Main nai jana khedeyan de naal (toista 2 kertaa)

Sar se chunar ko
Kheench ke tune
kar diya ambar sara
Chhod ke kaise
Saaya sajna
Ab jaaun main tera

Na bhej na sajna mujhko
Main nai jaana nai jaana
Nai jaana main nai jaana
Main nai jaana
Main nai jaana khedeyan de naal
Ve nai main jaana khedeyan de naal
Nai main jaana Khedeyan de naal

O nai jaana, nai jaana ve
Sajna main chhad tenu nai jaana
Main nai jaana, nai jaana ve
Sajna main chhad tenu nai jaana
Nai jaana, nai jaana main
Sajna ve chhad tenu nai jaana
Nai jaana, nai jaana main sajna..

Aa.. kaandhe tere
Chhat ab meri
Baahein teri meri chaaon
Ib naa koi hor thikana
Dil hai tera gaaon

Na bhej na sajna mujhko
Main nai jaana nai jaana
Nai jaana main nai jaana
Main nai jaana
Main nai jaana khaireyan de naal
Ve nai main jaana khereyan de naal
Ve nai main jaana khedeyan de naal

O.. nai jaana, nai jaana ve
Sajna main chhad tenu nai jaana
Main nai jaana nai jaana ve
Sajna main chhad tenu nai jaana
Nai jaana nai jaana main
Sajna ve chhad tenu nai jaana
Nai jaana nai jaana main sajna..

Laulu Joganiyanin sanoitukset Tevarista – 2015

Jätä kommentti