Hamari Adhuri Kahani (Teideal Amhrán) Lyrics by arijit singh: Seo amhrán grá a chum Jeet Gannguli le guth Arijit Singh. Tá an t-amhrán á athchraoladh faoin lipéad T-Sraith.
Amhránaithe: arijit singh
Lyrics: Rashmi Singh agus Virag Mishra
Comhdhéanta: Jeet Gannguli
Scannán/Albam: Hamari Adhuri Kahani
Fad: 5:45
scaoileadh: 2015
Lipéad: SonyMusicIndiaVEVO
Hamari Adhuri Kahani (Teideal Amhrán) Lyrics
Paas aaye.. dooriyaan phir bhi kam naa hui
Ek adhuri si hamari kahani rahi
Aasmaan ko zameen, ye zaroori nahi
Jaa mile.. jaa mile
Ishq saccha wahi
Jisko milti nahin manzilein, manzilein
Rang the, noor tha
Jab kareeb tu tha
Ek jannat saa tha, yeh jahaan
Waqt ki raeth pe
Kuch mere naam sa
Likh ke chhod gaya, tu kahaan
Hamari adhuri kahani (x4)
Khushbuon se teri yunhi takra gaye
Chalte chalte dekho na
Hum kahaan aa gaye
Jannatein agar yahin
Tu dikhe kyon nahin
Chand suraj sabhi, hain yahaan
Intezar tera sadiyon se kar raha
Pyaasi baithi hai kab se yahaan
Hamari adhuri kahani (x4)
Maith sibh safar
Khatam ho jayega
Kuch adhura sa jo tha
Go dona
Jhuk gaya asmaan
Mill gaye do jahaan
Har taraf hai milan ka samaa
Doliyaan hain saji, khushbuein har kahin
Padhne aaya Khuda khud yahaan
Humari adhuri kahaani (x4)
Song Halka Halka Lyrics