Nazarbattu Lyrics from Yamla Pagla Deewana Phir Se. This Amhrán Bollywood á chanadh ag Sachet Tandon. Its music is composed by Sachet-Parampara and lyrics are written by Pulkit Rishi.
Ealaíontóirí: Sachet Tandon
lyrics: Pulkit Rishi
Comhdhéanta: Sachet-Parampara
Scannán/Albam: Yamla Pagla Deewana Phir Se
Fad: 2: 37
Released: 2018
Lipéad: Ceol Saregama
Nazarbattu Lyrics ó Yamla Pagla Deewana Phir Se
Thodi meethi, thodi teekhi
Pind mein ladki aa gayi hai
Haye re taube mach gaye hain
Sabki latki subah
Tujeh aankhon mein bharne ke liye
Kar rahe jagraate
Tere husn ke kitne charche hain
Sansani khabar yahan
Chale na jaadu kaala
Tone par langar daala
Ghus gaye saare dekho tantar mantar
Nazarbattu main tera bana
Haan main tera bana
Oye main tera bana
Haan haan main tera bana
Nazarbattu, buri nazron ka pehra bana
Haan main pehra bana
Oye main pehra bana
Haan haan main pehra bana
Nazarbattu
Thodi khalbali, tholi chulbali
Aafat ki pudiya hai oye
Adaa nasheeli dekh ke
Kitnon ka paara chadha
Tu door rahe bure saaye se
Khud baandhe kaale dhaage
Itra ki mehak se teri
Badla badla mera jahan
Chale na jaadu kaala
Tone par langar daala
Ghus gaye saare dekho tantar mantar
Nazarbattu main tera bana
Haan main tera bana
Oye main tera bana
Haan haan main tera bana
Nazarbattu, buri nazron ka pehra bana
Haan main pehra bana
Oye main pehra bana
Haan haan main pehra bana
Nazarbattu
Amhrán Eile Rafta Rafta Medley Lyrics – Yamla Pagla Deewana Phir Se