Ahista Ahista Lyrics by Saaj Bhatt shine Sabon Wakar Hindi Wanda Saaj Bhatt ya rera kuma wannan sabuwar wakar tana dauke da Shoaib Ibrahim, Shruti Bakshi. Amjad Nadeem ne ya rubuta wakokin Aahista Aahista yayin da Amjad Nadeem Aamir ne ya yi waka sannan Garry Vilkhu ne ya bada umarni.
Mawaki: Saaj Bhatt
lyrics: Amjad Nadeem
An haɗa: Amjad Nadeem Aamir
Fim/Album: -
Length: 3:33
Saki: 2022
Label: White Hill Beats
Aahista Aahista Lyrics - Saaj Bhatt
Ahista Aahista
Aise Dil Ko Kisi Ne Chhua Hi Nahi
Aise Dil Ko Kisi Ne Chhua Hi Nahi
Jaise Ab Ho Raha Hai Hua Hi Nahi
Ishq Karte Ho Toh Phir Jataya Karo
Ishq Karte Ho Toh Phir Jataya Karo
Raaz Dil Humse Yoon Na Chhupaya Karo
Ahista Aahista
Aahista Aahista Hum Tumhare Hue
Aahista Aahista Hum Tumhare Hue
Yoon Na Nazron Se Humko Churaya Karo
Dekh Kar Hum Tumhein Fanaa Ho Gaye
Yoon Na Chehre Se Zulfein Hataya Karo
Ahista Aahista
Ahista Aahista
Takte Hain Jab Tumko Chup Chup Ke
Dhadkan Chale Meri Rukk Rukk Ke
Takte Hain Jab Tumko Chup Chup Ke
Dhadkan Chale Meri Rukk Rukk Ke
Paas Rehte Ho Tum Mere Dil Ban Ke
Sarkar Lunga Tujhe Haasil Karke
Baat Dil Ki Zara Tum Suna Toh Karo
Haan Baat Dil Ki Zara Tum Suna Toh Karo
Jaan Haazir Hai Tum Bas Ishaara Karo
Ahista Aahista
Aahista Aahista Hum Tumhare Hue
Aahista Aahista Hum Tumhare Hue
Yoon Na Nazron Se Humko Churaya Karo
Dekh Kar Hum Tumhein Fanaa Ho Gaye
Yoon Na Chehre Se Zulfein Hataya Karo
Ahista Aahista