Aaja Meri Jaan Lyrics: wannan 2015 Bollywood song “Aaja Meri Jaan” ta rera ta Mauli Dave daga fim din Bollywood "Ina son Sabuwar Shekara", Mayur Puri ne ya rubuta waƙar Aaja Meri Jaan yayin da RD Burman ya tsara kiɗan yayin da Radhika Rao, Vinay Sapru ne ya jagoranci wannan fim ɗin.
An sake shi a cikin 2015 a madadin T-Series. Wannan bidiyon wakar na yanzu yana da fasali: Sunny Deol da Kangana Ranaut.
Waka: Aja Meri Jaan
artist: Mauli Dave
lyrics: Mayur Puri
Kunna: RD Burman
Fim/Album: Ina Son Sabuwar Shekara
Length: 5: 13
An sake shi: 2015
Lakabin: T-Series
Aaja Meri Jaan Lyrics - Ina Son Sabuwar Shekara
Ho aaja, aaja meri jaan
Rootho na hamse sanam
Tumhe hai meri qasam
Le jaye jaan meri yeh duriyan
Aja! aja meri jaan
Rootho na hamse sanam
Tumhe hai meri qasam
Le jaye jaan meri yeh duriyan
Tumne kahaa tha sat phere
Sath tere le lu abhi
Aankhon mein meri aaj phir yun
Aa gaye kyun aansoo abhi
Bolo, bolo zara tumhi
Wada yeh tha ke nahi
Tu hai jahan main wahin
Phir kyun ab tak yun hain yeh duriyan
Jagmaga raha raton ka samaa
Jilmila raha raton ka samaa
Taaron se saja raton ka samaa kahne laga
Aja! aja meri jaan
Rootho na hamse sanam
Tumhe hai meri qasam Le jaye jaan meri yeh duriyan
Tarsa ho koyi yeh suna tha
Magar hum sa tarsa nahi
Meelon chale phir humne jana
Koi thikana ghar sa nahi..
Mud ke… mud ke bahein meri
Pukaare baahon ko teri
Chali main rahon ko teri..
Lag ja seene se kaisi yeh duriyan
Manzilein kahaan, raste kahaan
Kise hai fikar jaayenege kahaan
Kise hai pata le chalo jahan
Dil hai rawaan
Aja! aja meri jaan
Rootho na hamse sanam
Tumhe hai meri qasam
Le jaye jaan meri yeh duriyan