Alam Na Poocho Lyrics - Bad Boy - Payal Dev - 2023

By Kato Crespo

Alamu Na Poocho Lyrics daga Bad Boy, Wannan Wakar Hindi waka ta Payal Dev, Raj Barman, da Aakritti Mehra Bugu da kari, Featuring Namashi Chakraborty, Amrin Qureshi. Shabbir Ahmed ne ya rubuta wakokin Aalam Na Pucho yayin da Himesh Reshammiya ne ya bayar da wakokinta kuma Rajkumar Santoshi ne ya bada umarni na bidiyo.

song: Alamu Na Poocho

artistsPayal Dev, Raj Barman, Aakritti Mehra

lyrics: Shabir Ahmed

Kunna: Himesh Reshammiya

Fim/AlbumYaro mara kyau

Length: 3: 41

An sake shi: 2023

Lakabin: Zee Music Company

Hoton hoton Aalam Na Poocho Lyrics

Alam Na Poocho Lyrics – Bad Boy

Han Han Han…

Tum Jo Mile Dil Ne Kaha
Chhod Ke Ab Tumhein Jaana Kahan
Meri Zameen Aur Aasmaan
Tumse Hi Hai Mere Dono Jahaan

Aalam Na Poocho Deewanepan Ka
Mausam Na Poocho Bechain Mann Ka
Tumhein Kitna Tumhein Kitna
Chahta Hai

Chahta Hai Mera Dil
Chahta Hai Mera Dil

Aalam Na Pucho Deewanepan Ka
Mausam Na Pucho Bechain Mann Ka
Tumhein Kitna Tumhein Kitna
Chahta Hai

Chahta Hai Mera Dil
Chahta Hai Mera Dil

Ek Nazm Dil Ki Kalam Se
Maine Likhi Hai Tere Liye
Tujhko Laya Gaya Hai Zameen Pe
Mere Liye Mere Liye

Tum Jo Mile Dil Ne Kaha
Chhod Ke Ab Tumhein Jaana Kahan
Meri Zameen Aur Aasmaan
Tumse Hi Hai Mere Dono Jahaan

Teri Yaadon Ka Aisa Asar Hai
Jeena Hasar Hua Mera
Meri Saanson Ko Hai Intezaar
Har Waqt Har Ghadi Tera

Jo Haal Tera Wahi Mera Bhi Hai
Raaton Ka Mere Tu Savera Bhi Hai
Tera Mera Naata Hai Kya
Jaanu Yeh Main Aur Jaane Mera Khuda

Aalam Na Poocho Deewanepan Ka
Mausam Na Poocho Bechain Mann Ka
Tumhein Kitna Tumhein Kitna
Chahta Hai

Chahta Hai Mera Dil
Chahta Hai Mera Dil
Chahta Hai Mera Dil
Chahta Hai Mera Dil

song Dil Hai Bhola Lyrics From Bholaa (2023) | Amit Mishra

Leave a Comment