Aami Hindustani Lyrics: Waƙar 'Aam Hindustani' daga Bollywood fim din 'Bombay Velvet' a cikin muryar Shefali Alvares. Amitabh Bhattacharya ne ya ba da waƙar waƙar kuma Amit Trivedi ne ya shirya waƙar. Anurag Kashyap ne ya shirya wannan fim. An sake shi a cikin 2015 a madadin Kamfanin Kiɗa na Zee.
Bidiyon Kiɗa Yana Nuna Raveen Tandon
Mawaki: Shefali Alvares
lyrics: Amitabh Bhattacharya
An haɗa: Amit Trivedi
Fim/Album: Bombay Karammiski
Length: 2:04
An sake shi: 2015
Label: Zee Music Company
Aami Hindustani Lyrics
La la la… O.. O.. O..
Dhobi ka kutta jaise ghaat ka na ghar ka
Poori tarah na idhar ka, na udhar ka
Sun le nikhattu tera wohi to haal hai
Zindagi ki race mein jo munh utha ke dauda
Zindagi ne maari laat peechhe chhoda
Tu hai wo tattu
Gadhe si jiski chaal hai
Pyaar mein thenga
Bar mein nan
Inki botal bhi goron ki ghulaam hai
Roothi hai mehbooba
Roothi roothi sharaab hai
Hai hindustan
Teri kismat kharaab hai
Roothi hai mehbooba
Roothi roothi sharaab hai
Hai hindustan
Teri kismat kharaab hai
Aasman se tu yun gira
Khajoor pe tu atka
Tere haalaat ne utha ke tujhko patka
Ki aisi champi, ki tere hosh udd gaye
Bewafaai dekh ke jo aayi tujhko hichki
Chaudi chaati teri chutkiyon mein pichki
Gham ki batti, muaah, mili to baal jhad gaye
Pyaar mein thenga
Bar mein nan
Inki botal bhi goron ki ghulam hai
Roothi hai mehbooba
Roothi rooti sharaab hai
Hey hindustaani
Teri kismat kharab hai..
Roothi hai mehbooba
Roothi rooti sharaab hai
Hey hindustaani
Teri kismat kharab hai..
Aadmi nahi tu samjhe khud ko machli
Ulti ganga mein hai tairne ki khujli
Par yeh hukoomat jo hai magarmachh hai
Laalach ne tujhko aisi patti padhaai
Khwaahish ne li hai degchi kadhaai
Taqdeer teri abhi bhi chammach mein hai
Pyaar mein thenga
Bar mein nan
Inki botal bhi goron ki ghulam hai
Roothi hai mehbooba
Roothi rooti sharaab hai
Hey hindustaani
Teri kismat kharab hai..
Wurin biya Aaj Mood Ishqholic Hai Lyrics Sonakshi Sinha nan