Aashiq Banaya Aapne Lyrics daga Labarin Hate 4 (2018) wanda ya rera Himesh Reshammiya, Neha Kakkar. Wannan Bollywood song Tanishk Bagchi ne ya tsara shi da wakokin Manoj Muntashir.
singer: Himesh Reshammiya, Neha Kakkar
music: Tanishk Bagchi
lyrics: Manoj Muntashir
Fim/Album: Labarin Kiyayya 4
Length: 4:02
An sake shi: 2018
Lakabin: T-Series
Aashiq Banaya Aapne Lyrics
Mere bin sooni hain dil ki rahe
Mere bin pyasi sabki nigahein (x2)
Jo mile bole bhar ke woh aahein
Suniye
Aashiq banaya.. ashiq banaya
Ashiq banaya apne (x2)
Seene mein ghul ke
Ishq dhadke toh mazaa hai
Hoton se padh le
Woh jo hothon pe likha hai
Meri nigahon mein tera chehra rawaan hain
Gehre hain armaan jaanejaan pagal sama hain
Aashiqui mein haye kaisi
Waadiyan hain khili
Jaan jaan keh ke tune
Jaan meri le li
Mere liye sabka dil hai awara
Mere bin hona nahi hai guzara
Mere sang jhoom le aake yara
Suniye..