Aashiq Hoon Lyrics – Ishq Pashmina | Raj Barman

By Jasmine B. McMahon

Ashiq Hoon Lyrics: Wakar Raj Barman & Prateeksha Srivastava, Wannan Bollywood song "Aashiq Hoon" daga Fim ɗin "Ishq Pashmina", Shashwat Prakhar Bhardwaj ne ya tsara kiɗan yayin da Arvind Pandey ya rubuta waƙar. Bidiyon Waƙar Yana Nuna - Bhavin Bhanushali & Malti Chahar.

An fitar da wannan Waƙar a cikin 2022 a madadin Kamfanin Kiɗa na Zee.

Sunan Waka: Ashiq Hoon

Mawaki: Raj Barman & Prateeksha Srivastava

lyrics: Arvind Pandey

An haɗa: Shashwat Prakhar Bhardwaj

Fim/Album: Ishq Pashmina

Length: 4:48

Saki: 2022

Label: Zee Music Company

Screenshot of Aashiq Hoon Lyrics

Aashiq Hoon Lyrics – Ishq Pashmina

Aag Dil Mein Laga Di Hai Tune Magar
Main Jala Doonga Ya Khud Hi Jal Jaunga

Aag Dil Mein Laga Di Hai Tune Magar
Main Jala Doonga Ya Khud Hi Jal Jaunga
Tere Aankhon Se Mumkin Hai Beh Jaaun Main
Ishq Mein Ashq Banke Nikal Jaunga

Tu Toh Mausam Hai
Tu Toh Mausam Hai
Tu Toh Mausam Hai
Shayad Badal Jayegi

Main Toh Aashiq Hoon
Kaise Badal Jaunga

Tere Seene Mein Har Pal
Dhadakta Hoon Main
Kaise Dil Se Main Tere
Utar Jaunga

Tu Toh Mausam Hai
Shayad Badal Jayegi
Main Toh Aashiq Hoon
Kaise Badal Jaunga

Toot Kar Jo Zameen Pe
Bikhar Jaaye Woh
Aasmaan Ka Main Koyi
Sitaara Nahi

Tujhko Haq Hai
Mujhe Bhool Jaaye Magar
Main Tujhe Bhool Jaaun
Gawara Nahi

Kabhi Dariya Samandar
Ya Toofan Hai
Ishq Mein Ishq Ke
Imtihaan Kam Nahi

Jo Bhi Anjam Hoga
Wah Manzoor Hai
Ishq Mein Jaan Bhi Jaaye
Koyi Gham Nahi

Shankh Se Pool
Shankh Se Pool
Shankh Se Pool Banke
Tu Jhad Jayegi

Main Magar Khushbu Banke
Bikhar Jaunga

Tu Toh Mausam Hai
Shayad Badal Jayegi
Main Toh Aashiq Hoon
Kaise Badal Jaunga

Tere Seene Mein Har Pal
Dhadakta Hoon Main
Kaise Dil Se Main Tere
Utar Jaunga

Tu Toh Mausam Hai
Shayad Badal Jayegi
Main Toh Aashiq Hoon
Kaise Badal Jaunga

song Tu Banke Hawa Lyrics – Dhokha | Jubin Nautial

Leave a Comment