Ashiq Hoon Lyrics by Raj Barman sabon salo ne Wakar Hindi waka ta Raj Barman kuma wannan waka tana dauke da Mohsin Khan, Aneri Vajani. Vikki Nagar ne ya rubuta wakokin Aashiq Hoon yayin da Raees da Zain-Sam suka bayar da waka sannan Ranju Varghese ne ya bada umarni.
Mawaki: Raj Barman
lyrics: Vikki Nagar
An haɗa: Raees, Zain-Sam
Fim/Album: -
Length: 4:13
Saki: 2022
Label: Zee Music Company
Aashiq Hoon Lyrics – Raj Barman
Aag Dil Mein Laga Di Hai Tune Magar
Main Jala Doonga Ya Khud Hi Jal Jaunga
Aag Dil Mein Laga Di Hai Tune Magar
Main Jala Doonga Ya Khud Hi Jal Jaunga
Tere Aankhon Se Mumkin Hai Beh Jaaun Main
Ishq Mein Ashq Banke Nikal Jaunga
Tu Toh Mausam Hai
Tu Toh Mausam Hai
Tu Toh Mausam Hai
Shayad Badal Jayegi
Main Toh Aashiq Hoon
Kaise Badal Jaunga
Tere Seene Mein Har Pal
Dhadakta Hoon Main
Kaise Dil Se Main Tere
Utar Jaunga
Tu Toh Mausam Hai
Shayad Badal Jayegi
Main Toh Aashiq Hoon
Kaise Badal Jaunga
Toot Kar Jo Zameen Pe
Bikhar Jaaye Woh
Aasmaan Ka Main Koyi
Sitaara Nahi
Tujhko Haq Hai
Mujhe Bhool Jaaye Magar
Main Tujhe Bhool Jaaun
Gawara Nahi
Kabhi Dariya Samandar
Ya Toofan Hai
Ishq Mein Ishq Ke
Imtihaan Kam Nahi
Jo Bhi Anjam Hoga
Wah Manzoor Hai
Ishq Mein Jaan Bhi Jaaye
Koyi Gham Nahi
Shankh Se Pool
Shankh Se Pool
Shankh Se Pool Banke
Tu Jhad Jayegi
Main Magar Khushbu Banke
Bikhar Jaunga
Tu Toh Mausam Hai
Shayad Badal Jayegi
Main Toh Aashiq Hoon
Kaise Badal Jaunga
Tere Seene Mein Har Pal
Dhadakta Hoon Main
Kaise Dil Se Main Tere
Utar Jaunga
Tu Toh Mausam Hai
Shayad Badal Jayegi
Main Toh Aashiq Hoon
Kaise Badal Jaunga
song Ahista Ahista Lyrics