Aaya Ye Jhund Hai Lyrics – Amitabh Bachchan | Jund

By Vinaybeer Deol

Aaya Ye Jund Hai Lyrics daga fim din Jund shine Sabon Wakar Hindi waka ta Ajay Gogavale jarumi Amitabh Bachchan. Amitabh Bhattacharya ne ya rubuta Aaya Ye Jhund Hai Song kuma Ajay-Atul ne ya bada wakar.

Mawaki: Ajay Gogavale

lyrics: Amitabh Bhattacharya

An haɗa:  Ajay-Atul

Fim/Album: jhund

Length: 3:25

Saki: 2022

Label: T-jerin

Screenshot of Aaya Ye Jund Hai Lyrics

Aaya Ye Jhund Hai Lyrics – Amitabh Bachchan

Khaneku Pineku
Sabun Se Dhone Ku
Bindaas Aaya Ye Jund Hai

Masti Mein Jeena Hai
Lena Na Dena Hai
Fursat Se Aaya Ye Jhund Hai

Katreli Hai
Noto Mein Kayku
Chillar Chabane Ka

Liter Mein Hai
Jinda Tu Kayku
Quarter Dikhane Ka

Aise Mein Dar Kyun
Laga Hai Curfew
Jaise Ki Bharat Band Hai

Kismat Ke Maron Ka
Dus Me Se Charon Ka
Jalate Angaron Ka
Jund Hai

Hum Ko Duniya Ne
Roj Dekha Hai
Fir Bhi Andekha Jhund Hai

Hum Na Jinda
Hum Na Marate Hai
Log Kehte Hai Jund Hai

Kya Fayda Apun Ki
Jinda Lash Pe Rone Ka
Khatam Hua Jo Bhi Kamaya
Ab Kya Khon Ka

Apun Ki Basti
Gutter Mein Hai Par
Tumhare Dil Me Gandh Hai

Gutter Ki Nali Se
Jama'a Ki Gali Se
Raste Pe Aaya Yeh Jund Ha

Logo Ki Phatgeli
Bajhu Mein Hatkeli
Aaya Ye Sero Ka Jund Hai.

song Laat Maar Lyrics

Leave a Comment