Ahista Lyrics: Waƙar 'Ahista' daga Bollywood movie 'Shaadi Ke Side Effects' in the voice of Farhan Akhtar. Ankur Tewari ne ya rubuta waƙar, kuma Mikey Mccleary ne ya shirya waƙar. Saket Chaudhary ne ya shirya wannan fim. An sake shi a cikin 2014 a madadin T Series.
Bidiyon Waka Features Farhan Akhtar & Vidya Balan
Mawaki: Farhan Akhtar
lyrics: Ankur Tewari
An haɗa: Mikey Mccleary
Fim/Album: Shaadi Ke Side Effects
Length: 3:35
An sake shi: 2014
Label: T jerin
Ahista Ahista Lyrics
Ahista ahista mehfilein meri
Sooni ho gayin, kho gayin
Zamaana tha, thi roshni
Ab sayon mein hai
Guzri ek shaam phir, tanha meri
Ya ahista ahista sab
Sab gaye sang chhod ke
Yeh rahein hui kab judaa
Naa jaane kis mod pe
Ek lamha bhi na mila
Keh paate kuch hum
Aur yeh sab hua ahista ahista
Ahista ahista ab hoke tanha
Main hoon aur zindagi khamooshi ki
Ya ahista ahista sab
Sab gaye sang chhod ke
Yeh rahein hui kab judaa
Naa jaane kis mod pe
Ek lamha bhi na mila
Keh paate kuch hum
Aur yeh sab hua ahista ahista
Ahista ahista guzra hai kal
Bikhri hain tukdon mein ab yaadein teri
Ya ahista ashita sab
Sab gaye sang chhod ke
Yeh rahein hui kab judaa
Naa jaane kis mod pe
Ek lamha bhi na mila
Keh paate kuch hum
Aur yeh sab hua, ahista ahista
Latsa Nan Domin Jam'iyyar Za Ta Hauka Lyrics - Mahaukata Game da Rawar