Aisi Teri Yaadein Lyrics – Jubin Nautial | 2023

By Charlotte Ballesteros

Aisi Teri Yaadein Lyrics, Sung by Jubin Nautial, wannan sabon saki Wakar Hindi “Aisi Teri Yaadein”, wannan sabuwar waƙar da Rocky – Jubin ya shirya yayin da Rocky Khanna ya rubuta waƙar Aisi Teri Yaadein. Starring: Shreya Chaudhry, Nilu Kohli, Nasirr Khan, Ekavali Khanna, Santosh Singh, da Jubin Nautiyall.

An fitar da wannan Waƙar a cikin 2023 a madadin Jubin Nautial. Jyoti Kapur Das ce ta ba da umarnin fim ɗin.

Waka: Aisi Teri Yaadein

Mawaki: Jubin Nautial

lyrics: Rocky Khanna

An haɗa: Rocky - Jubin

Fim/Album: -

Tsayin Bidiyo: 5:01

Saki: 2023

Label: Jubin Nautial

Screenshot of Aisi Teri Yaadein Lyrics

Aisi Teri Yaadein Lyrics – Jubin Nautial

Aisi Teri Yaadein Hain
Bujhne Ke Baad Mein Bhi
Jalti Hi Rehti Hain
Jalti Hi Rehti Hain

Aisi Teri Baatein Hain
Rukne Ke Baad Mein Bhi
Chalti Hi Rehti Hain
Chalti Hi Rehti Hain

Aisi Bekaraari Ka
Kya Phir Karein Yeh Dil
Tu Hi Bhalla Yeh Bata

Aisi Iss Khumaari Ka
Kya Phir Karein Yeh Dil
Tu Hi Bhalla Yeh Bata

Saath Mera Agar Tum De Do
Mera Agar Tum De Do
Mera Agar Tum De Do
Sathiya

Thodi Yaadein Nayi Si De Do
Baatein Nayi Si De Do
Yaadein Nayi Si De Do
Sathiya

Taaron Ki Raat Mein
Mehfil Saji Hain
Sooni Tere Bin Sooni
Ya Chandni Hain

Dil Ko Satata
Tara Hi Noor Hain
Tera Kasoor Hain Na
Mera Kasoor Hain

Noor Beshumaar Tha
Humko Tumse Pyaar Tha
Aaj Bhi Hain Kyun Tu Bata

Saath Mera Agar Tum De Do
Mera Agar Tum De Do
Mera Agar Tum De Do
Sathiya

Thodi Yaadein Nayi Si De Do
Baatein Nayi Si De Do
Yaadein Nayi Si De Do
Sathiya

Haathon Mein Mere
Teri Lakeer Hain
Milti Nahi Hain Phir Bhi
Saath Taqdeer Hain

Mil Ke Bhi Mil Na Paaye
Kaisa Naseeb Hain
Door Hain Tu Mujhse Phir Bhi
Dil Ke Kareeb Hain

Dil Ka Tu Karar Tha
Tera Intezar Tha
Aaj Bhi Hain Kyun Tu Bata

Saath Mera Agar Tum De Do
Mera Agar Tum De Do
Mera Agar Tum De Do
Sathiya

Thodi Yaadein Nayi Si De Do
Baatein Nayi Si De Do
Yaadein Nayi Si De Do
Sathiya

Saath Mera Agar Tum De Do
Mera Agar Tum De Do
Mera Agar Tum De Do
Sathiya

Thodi Yaadein Nayi Si De Do
Baatein Nayi Si De Do
Yaadein Nayi Si De Do
Sathiya

Aisi Teri Yaadein Hain
Bujhne Ke Baad Mein Bhi
Jalti Hi Rehti Hain
Jalti Hi Rehti Hain

Ga wata wakar Hindi Papa Meri Jaan Lyrics – Animal 2023 | Sonu Nigam

Leave a Comment