Aur Is Dil Mein Lyrics daga "Aur Is Dil Mein" sabuwar wakar Hindi ce wacce Rahul Mishra ya rera tare da kidan Jayantilal Gada. Yayin da Kalyanji-Anandji ne ya rubuta waƙar Aur Is Dil Mein, Kunaal kuma masu fasaha sune Jassie gill, Surbhi Jyoti da Saregama Music ne suka fitar da bidiyo.
Mawaki: Rahul Mishra
lyrics: Kalyanji-Aandji, Kunaal
An haɗa: Jayantilal Gada
Fim/Album: Kya Meri Sonam Gupta Bewafa Hai
Length: 2:38
Saki: 2021
lakabin: Saregama
Aur Is Dil Mein Lyrics - Rahul Mishra
Tumne Dil Ka Ye Ghar Choda To
Yaadein Wahi Kyun Chod Gaye
Dekhe Tumne Sapne Naye To
Khwab Mere Kyun Tod Gaye
Humko Mita To Jao Poora
Ye Jeena Bhi Kya Jeena Hai
Kaise Bhulaye Tumko Yaara
Kaise Bhulaye Tumko Yaara
Saanson Pe Naam Tera Likha Hai
Saanson Pe Naam Tera Likha Hai
Aur Is Dil Me Kya Rakha Hai
Sab Hai Tera Kya Mera Rakha
Khabar Hi Nahi Thi Hath Chod Doge
La Kar Ke Raahon Mein Tum Chalte Chalte
Agar Jaan Jate Dikhaoge Ye Dil
Safar Pe Kasam Se Hum Na Nikalte
Tere Liye Tho Duniya Bhulayi
Tune Bhi Humko De Di Judai
Yun Berukhi Se Badli Nigahein
Yun Berukhi Se Badli Nigahein
Jaise Nahi Humko Pehchanta Hai
Jaise Nahi Humko Pehchanta.