The Badal lyrics daga 'Akira' wanda AR Murugadoss ya jagoranta, Vishal-Shekhar ne ya shirya waƙar. Manoj Muntashir ne ya rubuta wakokin Baadal. An rera wakar Sunadhi Chauhan.
Featuring Sonakshi Sinha, Konkana Sen Sharma and Anurag Kashyap.
singer: Sunadhi Chauhan
Mawallafin waƙa: Manoj Muntashir
music: Vishal-Shekhar
Fim/Album: Akira
Length: 3:30
Saki: 2016
Label na kiɗa: T-jerin
Badal Lyrics – Akira
Bheegi nahi ankhein bhi zamane se
Aye zindagi isi bahane se.. (x2)
Sili sili baarish aake toh bhar de
Ya akhen badal
Badal, badal kar de
Ya akhen badal
Badal, badal kar de
Sehra sehra hoon main
Jal thal tu karde
Yeh ankhein badal
Ya Aakhein Badal..
Ho mere jugnu wo sare meri
Dup mein taare dhaane
Kaun si gali main chute
Huwe ghum kahan pe
Deeware hai lakhon
Na koi darwaza
Saanson ke aane ka
Rasta toh batla ja
Tehra tehra hai dil dekar tu karde
Ya akhen badal
Badal, badal kar de
Ya akhen badal
Badal, badal kar de (x2)
Sehra sehra hoon main
Jal thal tu karde
Meri chhat pe naa ayaya koi
Chandani ka saya meri
Raaton se bachke nikle
Neendon ke zakhire (x2)
Na koi rehbar hai
Na koi rehzan hai
Apne hi ansu hai
Apna hi daman hai
Khali khali shamein
Hulchul tu bharde
Ya akhen badal
Badal, badal kar de
Ya akhen badal
Badal, badal kar de
Sehra sehra hoon main
Jal thal tu karde
Yeh ankhen badal, badal
Badal… Badal… A..
Duba waƙar Preeto Lyrics - Kam Bhamra