Baatein Ye Kabhi Na Lyrics – Khamoshiyan

By Turfa Soltani

Baatein Ye Kabhi Na lyrics daga 'KhamoshiyanJeet Ganguly ne ya shirya waƙar. Sayeed Qadri ne ya rubuta waƙar Baatein Ye Kabhi Na. The Bollywood song ya rera waka Arijit Singh ji. Karan Darra ya jagoranci.

Featuring Ali Fazal, Sapna Pabbi and Gurmeet Choudhary.

singer: Arijit Singh ji

Mawallafin waƙa: Sayeed Qadri

music: Jet Ganguly

Fim/Album: Khamoshiyan

Length: 4:15

Saki: 2015

Label na kiɗa: SonyMusicIndiaVEVO

Screenshot of Baatein Ye Kabhi Na Lyrics

Baatein Ye Kabhi Na Lyrics – Khamoshiyan

Baatein ye kabhi na tu ɓoolna
Koi tere khatir hai jee raha
Jaaye tu kahin, bhi ye sochna
Koi tere khatir hai jee raha
Tu jahan jaaye mehfooz ho
Tu jahan jaaye mehfooz ho
Dil mera maange bas ye duaa

Baatein ye kabhi na tu ɓoolna
Koi tere khatir hai jee raha
Jaaye tu kahin, bhi ye sochna
Koi tere khatir hai jee raha

Humdard hai, humdum bhi hai
Tu saath hai toh zindagi
Tu jo kabhi door rahe
Ye humse ho jaaye ajnabi
Tujhse mohabbat karte hain jo
Tujhse mohabbat karte hain jo
Kaise kare hum usko baya

Baatein ye kabhi na tu ɓulna
Koi tere khatir hai jee raha
Jaaye tu kahin, bhi ye sochna
Koi tere khatir hai jee rahaa

Jaagi bhi hai royi bhi hai
Aankhein ye raton mein mere
Kyun har ghadi milke tujhe
Lagti rahe bas teri kami
Hum toh na samjhe tum hi kaho
Hum toh na samjhe tum hi kaho
Kyun tumko paake tumse juda

Baatein ye kabhi na tu ɓoolna
Koi tere khatir hai jee rahaa
Jaaye tu kahin, bhi ye sochna
Koi tere khatir hai jee rahaa

Baarish Lyrics - Half Budurwa

Leave a Comment