Tabahi Lyrics. na baya-bayan nan Wakar Hindi “Tabahi” ne ke rerawa badshah. Hiten ne ya ba da kiɗa yayin da Badshah ya rubuta waƙar Machade Tabahi. Mahi Sandhu da Joban Sandhu ne suka jagoranci faifan waƙar. an sake shi a 2023 a madadin Badshah.
Sunan Waka: Tabahi
Mawaki: badshah
lyrics: badshah
An haɗa: badshah
Fim/Album: -
Length: 2:50
Saki: 2023
Label: badshah
Tabahi Lyrics – Badshah
Chhu Le Tu Toh Hoti Tabahi
Yau (x4)
Paani Sey Zyada Pyas Hai Teri Ooh Ooh
Halat Kya Kar Di Toone Meri Ooh Ooh
Aake Bhar Le Mujhko Baahon Mein Ooh Ooh
Saansein Nikal Na Jaye Meri
Dilruba Meri Aa
Mehbooba Meri Aa
Aankhon Mein Teri Aa
Dil Mera Dooba
Baaki Kuchh Na Deta Dikhai
Zulfein Jab Toone Girayi
Dekhe Tu Toh Ho Jaaun Paagal
Chhu Le Tu Toh Hoti Tabahi
Aankhon Mein Kaise Kasak Hai
Mujhko Bas Teri Sanak Hai
Parwane Bhi Dete Gavahi
Chhu Le Tu Toh Hoti Hoti Tabahi
Chhu Le Tu Toh Hoti Hoti Tabaahi
Chhu Le Tu Toh Hoti Hoti Tabaahi
Kab Tak Karun Main Tere Tarle Ooh Ooh
Jo Bhi Karna Chahti Hai Karle Ooh Ooh
Duniya Marti Phirti Hai Humpe Ooh Ooh
Tu Bhi Thoda Thoda Toh Marle
Oh Mere Sanam Ho Ho
Ab Nikle Hai Dum Ho
Yeh Tere Karam Ho Ho
Marne Se Bas Itna Sa Door Hoon Main
Kuchh Bhi Nahi Chand Aur Sitaare
Chehre Ke Aage Tumhare
Tujhse Door Reh Ke Bhala Yeh
Chhu Le Tu Toh Hoti Hoti Tabahi
Sar Pe Bas Tera Junoon Hai
Tu Aafat Tu Hi Sukoon Hai
Parwane Bhi Dete Gavahi
Chhu Le Tu Toh Hoti Hoti Tabahi
Chhu Le Tu Toh Hoti Hoti Tabaahi
Ishyo Boy!
Dilruba Meri Aa
Mehbooba Meri Aa
Aankhon Mein Teri Aa
Dil Mera Dooba
Wata sabuwar wakar Badshah Koi Na Lyrics By Badshah & Uchana Amit | 2023